Apne Apko Self Motivated Kaise Kare

Ahmad

New member
How To Be Self Motivated
...By Faisal Shaikh
1. Sirf Allah per Bharosa Rakhna

Motivation Belief se aata hai.
Jis Per bhi ap Belief karte Ho Utna hi ap ka Confidence hota hai. Or Utna hi ap motivated rehte ho. Agar ap Kisi Insan per Bharosa Rakh te ho To vo Ap ka bharosa Tod sakta hai anytime.
Vo Khud kuch problem mai Ja sakte hai.. Vo mar sakta hai kuch bhi ho sakta hai.
To Insan ko Chaiye ki Vo Hamesha ap na Trust Allah se Rakhe. Or Beshak Allah Hamesha Har Halat mai Us Insan se Sath hota jo us per Bharosa Yakin rakh ta
Or Ap ka Yakin Badta hai Allah ne Muje Banaya usne Muje Zindagi di To Vo Hi madat karenga

Agar ap aaisa yakin Allah per rakh te hai to kabhi bhi Mayous nahi Hote.
Kyu ki Pata Hota hai Allah Uski Madat karenga Or Hamesha Sath denga

2. Allah se Madat Talab kar na Yani Dua karna.

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai.
Pus tum mera zikr karo mein bhi tumhen yaad rakhoon ga,aur mera shukr ada karo aur meri na-shukri na karo

[Surah Al-Baqarah,Aayat Number 152]

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai.
Aur tumhare Rabb ka farman (sirzad ho chuka) hai ke mujh se dua karo mein tumhari duaon ko qubool karoon ga yaqeen mano ke jo log meri ibadat se khudsari karte hein woh abhi abhi zaleel hoker jahannum mein pahonch jaayenge.

*[Surah Al-Ghaafir,Aayat Number 60]*

Agar Hum Allah se Dua karte hai Kisi bhi Chiz ko Lekar To Hamara Yakin Banta hai Ki Allah Hamri Dua ko Kabul karenga Iss se Self Motivated Hote hai kyu ki Hum ko Pata hota hai Agar Allah ne Dua kabul Nahi Kiya To Us mai bhi kuch na Kuch khair honga Alalh ko Sahi waqt pata hai Hame nahi

Allah se Dua mang ne se Pura Bharosa Allah per Ho jata hai Iss chiz se Hum Motivated Feel karte hai

3.Sabr Karna

Motivated Rehna Tab hi Mushkil hota jab ap Bhot Badi Problem mai Fase Hote ho. Bhot Or Us waqt ki bhot Mushkil hota hai ki khud ko sambhala Jay Kyu ki Kafi Sare Negative thoughts aate hai..
Self Motivated rehne ke liye Zaruri hai ki Ap Us Halat mai Sabar karre.

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai.
Aye imaan waalo! Sabr aur namaaz ke zariye madad chahao, Allah Ta'aalaa sabr karne waalon ka saath deta hai.

*[Surah Al-Baqarah,Aayat Number 153]*

Jaisa Ki Alalh Sabr karne walo Ke sath hai kaha .
Sabr ka sub se Bada Faida teh hota hai ki Ap koi bhi Galat Kadam nahi Lete us waqt jab ap Already Problem mai ho.. Sabr karna Jab ap kuch nai kar sate bhot badi bat hoti hai

To ap Aaisa Sabr karke ke Pura Trust Allah per rakh kar Motivated rehte sakte ho.
Allah ne ap ko kafi Bar Problems mai Azmaya hai or ap us problems mai se nikle bhi ho. Sabr kare or Yeh soche ki Phele bhi Allah muje Problems mai se nikala hai to abhi bhi nikalenge

4.Solution Per Focus karna

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai.
Allah Ta'aalaa kisi jaan ko uss ki taaqat se ziyada takleef nahi deta
[Surah Al-Baqarah,Aayat Number 286]

Iss aayat se yeh pata chala ki Koi abhi Insan Jis per Problems aate hai To usko. Yeh Pata hona chahiye Ki vo Usko Solve kar sakta hai
THIK HAI BHOT MUSHKIL PROBLEM HAI.. TO USKA BHOT AASAN HAL ( SOLUTION) HO SAKTA HAI

Problem per Focused na hona Sabar karna or Solution per dhan dene se Self Motivated feel hota hai

Koi bhi Taklif Preshanni or Kuch bhi Ho Alalh ne Ap ko Us mai muk tala kiya hai to Zarur Zarur Allah hi us Mai se Nikalenge. Yeh Yakin Rakhe or Problem ke bete mai Jada Na Soche Ap ni thinking Ap na Dhan Uske Solution per Rahke

Solution per Focused rehne per Ap motivated ho te ho.

5.Positive Thinking Rakhna

Motivated rehne mai Sub se Bada Role agar Koi chiz karti hai. Vo hota hai Positive Thinking Rakhna. Sub se Bada Mushkil Kam hora yeh hai ki Negative Halat mai (Problems mai) Positive Thinking kaise Rakhe.?

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai.

يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ وَلَا يُحِيطُونَ بِهِۦ عِلْمًا

Jo kuchh unn ke aage peechhe hai ussay Allah Ta'aalaa hi jaanta hai, makhlooq ka ilm Uss par haawi nahi hosakta.
[Surah Al-Taahaa,Aayat Number 110]

Allah Jan Tr hai Hamare Liye Kya khair Hai Or kya shar. Hum ko aaisa lag sakta hai Ki Hamare sat acha ya Sahi nahi Hora per *Ho sakta hai abhi ke liye Ap ko loss ho Nuksan ho Pareshaanni ho Per Future mai Bhot Bada Faida ho sakta hai Allah Hi Bhetar Jaanta hai Or Koi Nahi

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai.

وَلَنَبْلُوَنَّكُم بِشَيْءٍ مِّنَ الْخَوْفِ وَالْجُوعِ وَنَقْصٍ مِّنَ الْأَمْوَالِ وَالْأَنفُسِ وَالثَّمَرَاتِ ۗ وَبَشِّرِ الصَّابِرِينَ

Aur hum kisi na kisi tarah tumhari aazmaaish zaroor karenge, dushman ke dar se, bhook piyaas se, maal-o-jaan aur phalon ki kami se aur inn/unn sabr karne waalon ko khushkhabri de dijiye.

[Surah Al-Baqarah,Aayat Number 155]

To Hamesha Hum Positive thinking rakhna hai ki kuch na kuch Khair Honga Acha Honga. Allah ne Muje iss ke phele bhi Azmaya hai Problems mai Gaya hu. Per Allah ne Us mai Se Nikala bhi hai

6.Kisi Ke Sath kabhi Compare Nahi karna

Motivated Rehna. Hamesha Sukun Or Khushi Har Kisi Ko Chahiye per. sawal Aata hai Kaise?

Ak Example Dena Chata hu. Bhot Jadli Samaj me aaenga Insha Allah (Allah Hame Hidayat Aata karre Aameen)

Ap ne dekha honga Or Azmaya bhi honga.
Samjo Do Bacche hai Ap ne Ak Bachhe ko Chocolate Diya to Vo Bhot Kuch Honga.
Khush Kyu honga? Kyu ki Usko Chocolate Mila
*Per* Ap ne Dusre Bacche ko Do (2) chocolate diya
*to kya honga? *
Phele wali ki Khushi To Chodo Vo Ulta Gussa honga.
Kyu aaisa? Kyu ki us ko Kisi or se kam mila.
Per *Usko Jo mila tha uski Khushi bhul gaya*

Insan Bada Ho jata hai per uski Fitrat nahi badal ti..
*Isliye agar ap ko Hamesha Khush rehna hai Self Motivated rehna hai To Kisi ko Khud ke sath Campare Mat karo USKO JADA MUJE KAM iss se ap ki Sukun Khatam hota hai*

Hamesha Allah ka Shukr aada karo.
Hemesha Khud se niche wale ko dekho.
Hamesha Alhumduallah Bolo.
Allah Shukr aada karne walo ko or aata karta hai.

Iss duniya mai Tum kisi na kisi se hamesha kam hi honge.
Per jo tumare pass hai vo ki kadar karo.
Agar Vo Bachha 1 Chocolate ki Kadar karre to vo kabhi Dukhi nahi honga.
Vo Itna hi Kush Honga jitna phele tha.

7.Hamesha Past Per Dhan Rakh na

Motivated rehne mai Ak sub se bada Support hi Hamara past (Yani Purana waqt bna sakta hai)
Dekho past Hamara Acha ya bura Dono hota hai .
*Hum Motivated rehne mai Positive thinking ke sath past per focus karre to abhi bhot iss ka Faida hota hai .

*[ Al-Baqarah,Aayat Number 286]*

Iss Aayat se Hame Pata Chal ta hai ki Hum per Hamari Taqat se jada Badi Problem nahi aati.
To Hum ko yeh soch rakh na chahiye ki Allah Jaan ta hai ki Muj mai Kitni Takat hai Allah Usse se Jada Badi Problem mai muje Muktala nahi Karenge.
Or Past per aaisa Focus karna chahiye ki. *Allah ne aasi Ya iss se badi Problems mai muje phele bhi Azmaya hai Or Us problems mai se Allah ne hi muje Nikala hai OR ABHI KE PROBLEM MAI SE BHI ALLAH HI MUJE NIKALENGE.

Allah per Sirf or srif Bharosa karo.
Alalh se Dua mango
Alalh se Mafi Mango
Dekhna Hamesha Tum Motivated feel karenge..

8.Problems Hamesha Nahi rehne wale

Hum ne Life mai bhot sari face ki hai bhot sari Problems aai hai. Per Hamesha Baki nahi rahi hai vo problems..
Hum Yeh Soch kar Problems ko. Deal kar sakte hai ki ak na ak Din yeh bhi khatam honga.

Har chiz ka khatam hone wali hai.

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai. .

Her jaan maot ka maza chakhne wali hai aur qayaamat ke din tum apne badle poore poore diye jaaoge, bus jo shakhs aag se hata diya jaaye aur jannat mein dakhil kar diya jaaye be-shak woh kaamyaab hogaya, aur duniya ki zindagi to sirf dhoke ki jins hai.

*[Surah Al-Imran ,Aayat Number 185]*

Jaisa ki Hum Jaan te hai Allah ne Problems ko bhi ak waqt diya hai . Allah Problems hata deta hai bus Sahi waqt aane per.
Bus humko iss bat per focused rehna chahiye ki. Yeh Problem khatam hone wali hai...
Jada se Jada Problems kab tak srif Or srif Mout tak
. To problems Jada waqt ke liye nahi hoti hai..khatam hone wali.
Ap yeh soch kar Motivated Ho sakte ho. Insha Allah aj nahi to kal yeh khatam honga.

Hum agr koi problem ho toh hume apne Nabi SAW ki zindagi ko yaad krna chahiye ki wo toh Allah k Rasool hai aur unper itni azmaish aati thi aur fir bhi wo kabhi dismotivated feel nahi karte kyu ki unka tawakkul Allah swt per bohot strong tha Alhumdulillah
Hume bhi motivated rehne ke liye Allah swt per humara tawakkul (Yani Bharosa) bohot strong rakhna hai in sha Allah 😊😊😊

9.Allah Hamesha Hamare Sath hai

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai
Allah Ta'aalaa hamaare saath hai
[Surah Al Taubah Aayat Number 40]

Iss Aayat mai Allah Yeh khena chate hai ki Allah Hamara sath kabhi nahi Chod ta. Bus Itna hai li Hum ko Allah ko Pukarna chahiye. Usse se Madat Talab karna chahiye.
Hum koi Bhi Halat mai Kahi Se bhi Allah ko Pukarte hai. Allah hamare Pukar ko Sun ta.

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai
Aur tumhare Rabb ka farman (sirzad ho chuka) hai ke mujh se dua karo mein tumhari duaon ko qubool karoon ga
*[Surah Al Taubah Aayat Number 40]*

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai
Iss liye tum mera zikr karo mein bhi tumhen yaad karoon ga, meri shukr guzari karo aur na shukri se bacho.
*[Surah Al-Baqarah,Aayat Number 152]*

Allah Subhanahu Wa Ta'ala Farmata Hai
Agar Allah Ta'aalaa tumhari madad kare to tum par koi ghaalib nahi aa sakta aur agar woh tumhen chhor de to uss ke baad kaon hai jo tumhari madad kare? Imaan waalon ko Allah Ta'aalaa par hi bharosa rakhna chaahiye.
*[Surah Al Imraan Aayat Number 160]*

Agar Koi Hamare sath ho na ho.
Koi Hamare aage Ya Piche ho ya na ho.
Hamare Upper Zarur hai Or Vo Allah hai 7 Dameen Or 7 Asman ka Makil hai Vo Bus Khe ta hai Ho Ja Or Vo Ho jati hai

Agar Hum Ap na Bharosa Allah per Rakhe to Allah Hamare Kafi hai. Or jitna Jada Bharosa Hota hai Utna hi. Hum Motivated. Hote hai.
 
Very good post
 
Top