Search results

  1. Umar Asari

    HCA Quiz material pdf

    HCA Quiz material pdf yahan se download karen: https://archive.org/download/hca-quiz-special-pdf/HCA%20QUIZ%20SPECIAL%20PDF.pdf
  2. Umar Asari

    Nabi ﷺ aur ilm-e-ghaib

    Nabi ﷺ aur ilm-e-ghaib Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Ilm-e-ghaib Allah ﷻ ki khusoosiyat hai. Yeh Ahl-e-Sunnat Wal-Jama’at ka ittefaaqi aur ijmaa’ee aqeedah hai. Is ijmaa’ee aqeede ke khilaaf Nabi-e-Akram ﷺ ke alim-ul-ghaib hone ke...
  3. Umar Asari

    Coronavirus ki bemaari mein Qurbani ka masla

    Coronavirus ki waba mein Qurbani ka masla Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Coronavirus ki wajah se zaahir huwe sangeen masaail mein ek masla yeh hai ki logon ki ghareebi badh gayi hai yahi wajah hai ke jahaan log wabaayi bemaari ka shikaar ho kar badi...
  4. Umar Asari

    Nange ho kar wuzu karna kaisa hai?

    Nange (nude) ho kar wuzu karna kaisa hai? Nange ho kar wuzu karne mein koi harj nahi hai kiunki wuzu ke sahih hone ke liye libaas shart nahi hai lehaaza agar koi insaan nanga ho to us halat mein bhi wuzu kar sakta hai. Albatta behtar aur afzal yeh hai ki insaan kapde pahen kar wuzu kare...
  5. Umar Asari

    Mere sahaba mein baarah (12) munafiq hain!

    Mere sahaba mein baarah (12) munafiq hain! Tehreer: Dr. Hafiz Muhammed Zubair Romanised By: Umar Asari Sanabili Bahut se dost sawaal kar rahe hain ke engineer Muhammed Ali Mirza ki ek video bahut viral ho rahi hai jis mein woh Sahih Muslim ki ek riwayat bayan kar raha hai ke Allah ke Rasool ﷺ...
  6. Umar Asari

    “Pubg” Islaami ta’leemaat ki roshni mein

    “Pubg” Islaami ta’leemaat ki roshni mein Tehreer: Umar Asari Sanabili Student of: Kulliyyat-ul-Hadith, Banglore Waqt ek qeemti sarmaaya hai. Is ki khusoosiyat yeh hai ke yeh tezi se guzarta hai aur guzarne ke baad waapas nahi aata. Isi liye Quran-o-Hadith mein kayi jaghon par waqt ki...
  7. Umar Asari

    Pehli saff ki fazeelat

    Pehli saff ki fazeelat Nabi ﷺ ka farman hai: “Agar tum jaan lo, ya log jaan len ki pehli saff mein kya (fazeelat) hai to us par qurra’ andaazi (drawing of lots) ho.” (Sahih Muslim: 439)
  8. Umar Asari

    Jannat ka munkir?

    Jannat ka munkir? Khulasa-e-Dars: Shaikh Abu Kaleem Faizi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Hadees: عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: كُلُّ أُمَّتِي يَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ إِلَّا مَنْ أَبَى. قَالُوا: يَا رَسُولَ اللَّهِ، وَمَنْ يَأْبَى؟...
  9. Umar Asari

    Kya Talaaq dene se Allah ka Arsh kaanpta hai?

    Kya Talaaq dene se Allah ka Arsh kaanpta hai? Sawaal: Kya talaaq dene se Allah ﷻ ka Arsh kaanpne lagta hai? Jawaab: Is silsile mein ek Hadees bayan ki jaati hai lekin woh Hadees Mauzoo’ aur Manghadat hai, Sahih nahi hai. Woh Hadees is tarah se hai, ’Ali bin Abi Talib Radhiallahu Anhu bayan...
  10. Umar Asari

    Aqeeqah Sirf Saatwen Din

    Aqeeqah Sirf Saatwen Din Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Is baat par ittifaaq hai ki bachche ya bachchi ki paidaaish ke saatwen din (7th day) Aqeeqah karna Mustahab amal hai. Shari’at-e-Muhammadiyyah ne isey saatwen din (7th day) mashroo’...
  11. Umar Asari

    Doosron ki tehreer ko apne naam se share karna

    Doosron ki tehreer ko apne naam se share karna Tehreer: Umar Asari Ibn e Ashiq Ali Asari Doosron ki posts aur tehreeron ko apne naam se share karna aaj kal fashion ban chuka hai. Is bemaari mein khaas taur se Social Media ke naam nihaad (so called) muballigheen mubtala hain. Woh tehreer likhne...
  12. Umar Asari

    Social Media (khulasa-e-dars)

    Social Media (khulasa-e-dars) Tehreer: Shaikh Abu Kaleem Faizi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: إِنَّ الْعَبْدَ لَيَتَكَلَّمُ بِالْكَلِمَةِ مِنْ رِضْوَانِ اللَّهِ لَا يُلْقِي لَهَا بَالًا، يَرْفَعُهُ اللَّهُ...
  13. Umar Asari

    Ittehaad Key Liye Haq Sey Ikhtilaaf

    Ittehaad Key Liye Haq Sey Ikhtilaaf Prepared By: Umar Asari Aaj Har Taraf Se Ummat e Muslimah Mein Ittehad Ke Naaray Lag Rahay Hain Aur Is Ke Liye Har Mumkin Wasail Ki Talaash Aur Us Par Amal Ki Koshishen Jari Hain. Or Log Aisey Wasail Bhi Apnaney Lagey Hain Jo Quran o Hadees Key Khilaaf Hain...
  14. Umar Asari

    Taqleed Par Di Jaaney Wali Doctor Aur Engineer Ki Misaal Ki Haqeeqat

    Taqleed Par Di Jaaney Wali Doctor Aur Engineer Ki Misaal Ki Haqeeqat Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Aam taur se Taqleed karney waley yeh kehtey hain ki dunya ke har ilm mein jisko jitna ilm jota hai utna wo Mujtahid hota hai aur jitna nahi hota us...
  15. Umar Asari

    Kya achchi biwi, ya achche shauhar ke husool ke liye koi khaas dua hai?

    Kya achchi biwi, ya achche shauhar ke husool ke liye koi khaas dua hai? Sawaal: Kya koi Aayat ya aisi dua hai jise hum future mein achchi biwi ya shauhar ki talash ke liye padhen? Aur woh kon kon si cheezien hain jin par ek shakhs ko dhyaan dena chaahiye ke jis se yeh ilm ho sake ke yeh...
  16. Umar Asari

    Do Shawwal ko Roza rakhna jaaiz hai

    Do Shawwal ko Roza rakhna jaaiz hai! ❀Sawaal:❀ Kya eid ke doosre ya teesre din qaza ka Roza rakhna jaaiz hai? ✿Jawaab:✿ Eid-ul-Fitr sirf ek din hai jo ke ek Shawwal hai. Lekin logon mein jo yeh mashhoor ho chuka hai ke Eid-ul-Fitr teen din hoti hai, sirf logon mein hi yeh mashhoor hai jis se...
  17. Umar Asari

    Ulama-e-Kiraam se tanfeer (Nafrat dilaane) ka fitnah—Asbaab-o-ilaaj

    Ulama-e-Kiraam se tanfeer (Nafrat dilaane) ka fitnah—Asbaab-o-ilaaj Tehreer: Umar Asari bin Ashiq Ali Asari Tareekh gawaah hai ke Islam ke dushmano ne Islam ko mitaane ki har daur mein har mumkin koshish ki hai aur is maqsad ke husool ke liye unhon ne mukhtalif tarah ki chaalon ko ikhtiyaar...
  18. Umar Asari

    Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ko rakhne ka hukm

    Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ko rakhne ka hukm Sawaal: Kya yeh sahih hai ki main monday aur thursday ke Roze ka sawab haasil karne ke liye Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ke din Roza rakh lun? Jawaab: Ji haan is mein koi harj nahi, In Sha Allah aap ke liye Shawwal ke 6 Rozon aur...
  19. Umar Asari

    Hazrat ’Ali Ya Maula ’Ali (Radhi Allahu Anhu)?

    Hazrat ’Ali Ya Maula ’Ali (Radhi Allahu Anhu)? Mirza saheb se ilmi aur tehqeeqi majlis number 10 mein ek sawaal kiya gaya ke Maulana Tariq Jameel saheb ka ek naya clip aaya hai jis mein unhon ne farmaaya hai ke “Maula ’Ali kehna chaahiye, Hazrat ’Ali nahi kehna chaahiye” to Mirza saheb ne us ka...
  20. Umar Asari

    Jama'ati naam Ahlehadees, Quran o Hadees ki roshni mein

    Jama'ati naam Ahlehadees, Quran o Hadees ki roshni mein Tehreer: Shaikh Kifayatullah Sanabili Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Kisi fard ya jama'at ya kisi aur cheez ka naam sahih hai ya ghalat is ka faisla kaise hoga? Yeh ek bunyaadi sawaal hai. Aksar log is bunyaad se ghaafil hain aur...
Top