Search results

  1. Staff Member

    Online course of Uloom ul Hadith

    https://forms.gle/6tZXMjstjAfK5tws6
  2. Staff Member

    Sone Ke Sunan-o-Aadaab

    Sone ke sunan-o-aadaab Tehreer: Hafiz Umar Asari Sanabili Neend Allah ﷻ ki ne’maton mein se ek ahem aur qeemti ne’mat hai. Farmaan-e-ilaahi hai: وَمِنْ آيَاتِهِ مَنَامُكُمْ بِاللَّيْلِ وَالنَّهَارِ وَابْتِغَاؤُكُمْ مِنْ فَضْلِهِ إِنَّ فِي ذَلِكَ لَآيَاتٍ لِقَوْمٍ يَسْمَعُونَ “Aur us ki...
  3. Staff Member

    Homeopathy medicine halal hai ya haram?

    Homeopathy Mein Iste’maal Honi Waali Dawaayen Walaikum Assalam Wa Rehmatullahi Wabarakatuhu! Homeopathy mein iste’maal honi waali dawaayen kis cheez se banti hain us ki taraf dekha jaayega, aur phir har ek ke baare mein Kitaab-o-Sunnat ki roshni mein faisla hoga. Misaal ke taur par: ➊ Zehreeli...
  4. Staff Member

    Walidain Se Muhabbat

    بسم اللہ الرحمن الرحیم Walidain Se Muhabbat! Tehreer: Hafiz Sher Muhammad Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi _______________ Allah ﷻ farmaata hai: وَاعْبُدُوا اللَّهَ وَلَا تُشْرِكُوا بِهِ شَيْئًا ۖ وَبِالْوَالِدَيْنِ إِحْسَانًا "Allah ki ibadat karo aur uske sath kisi ko shareek...
  5. Staff Member

    Valentine day manana kaisa hai?

    VALENTINE DAY MANANA KAISA HAI? Valentine day Ek aisa din hai jiska intezar aksar ladke-ladkiyan bahut hi besabri se karte hain Ke Valentine day aaye aur wo Allah ke Qawaneen ko tod dalen. Bhale hi niyat ye na rahti ho kyunki bahut se log kam ilmi ka bhi shikar hote hain jiski ek sabse badi...
  6. Staff Member

    Jahannam Kahan Hai? Aur Rooh Jism Mein Lautti Hai Ya Nahi?

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Jahannam Kahan Hai? Aur Rooh Jism Mein Lautti Hai Ya Nahi? Jawaab Az: Abu Abdur Rahman Rafiq Tahir ’Afallahu Anhu. Romanised: Syed Ibraheem Salafi ____________________ Mohtaram shaikh sahaab ek aayat aur do ahadees ki sahih tafseer aur sharah jaanni...
  7. Staff Member

    Eesayi tewhar (Christmas wagera) ke liye tayyar kardeh khana khaane ka Hukm

    Eesayi tewhar (Christmas wagera) ke liye tayyar kardeh khana khaane ka Hukm Sawal: Eesayi tewharon ke liye tayyar kardah khana khaane ka Hukm kya hai ? Aur Esa Alaihissalam ki milaad ke jashn mein Shirkat ki dawat qubool karne ka Hukm kya hai ? Jawab: Alhumdulillah: Esaiyon ke ibadat wale...
  8. Staff Member

    Kya Nabi (ﷺ) Har Jagha Hazir Wa Nazir Hain?

    بسم الله الرحمن الرحيم Kya Nabi (ﷺ) Har Jagha Hazir Wa Nazir Hain? Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah. Romanised: Syed Ibraheem Salafi. _________ _ _ _ Rasoolullah ﷺ har jagha hazir nazir nahi hain, hayaat-e-tayyaba mein bhi nahi thhey aur ab jab ke Aap ﷺ Allah ke...
  9. Staff Member

    Aalate Tasbeeh Ka Istimaal

    *Aalate Tasbeeh Ka Istimaal* *Tehreer:Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah* Zikre ilaahi mein mashgool rehene ke liye tasbeeh ka istemaal jaayiz hai jaisa ki sayedna Saad bin Abi Waqqaas Razi Allahu Anhu se rewayat hai: إنّہ دخل علی مع رسول اللّٰہ صلّی اللّٰہ علیہ وسلّم علی...
  10. Staff Member

    FAZA'IL E DUROOD QURAN KI ROSHNI MEIN

    FAZA'IL E DUROOD QURAN KI ROSHNI MEIN Tehreer : Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah ⦿ Allah Farmaata hai ke: وَرَفَعْنَا لَكَ ذِكْرَكَ “ { Aye Nabi } Hamne aapka Zikr Buland kiya ” { Surah Al Inshirah # 4 : 94 } Ahle ILM ne iskey 3 mu’aani bayan kartey hain. 1) Nabuwwat...
  11. Staff Member

    Durood Na Padhne Ki Saza

    Durood Na Padhne Ki Saza Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah 1-Sayyeduna Hussain Bin Ali Razi Allahu Anhuma bayan karte hain ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya: اَلْبَخِیلُ مَنْ ذُکِرْتُ عِنْدَہٗ؛ فَلَمْ یُصَلِّ عَلَيَّ "Jis shaksh ke pass mera zikr...
  12. Staff Member

    HIJAMA (SEENGI LAGWANA) EK SHARA'I ELAAJ

    HIJAMA (SEENGI LAGWANA) EK SHARA'I ELAAJ Tahreer: Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah. Hijama Se Muraad Pachna Lagwana Hai Ya'ani Jism Ke Mutasirah Hisse Se Seengi Ke Zariye Kharaab Wa Faasid Khoon Nikalwana. Ye Aisa I'laaj Hai Jis Ki Tibbi Ehmiyat Se Inkaar Mumkin Nahi Balke Daur E Jadeed Me...
  13. Staff Member

    Kuffar ko unke tehwaron par mubarak-baad dene ka kya hukm hai?

    Kuffar ko unke tehwaron par mubarak-baad dene ka kya hukm hai? Alhumdulillah! Tamaam ulama ka is baat par ittefaq hai ke Christmas ya kuffar ke deegar mazhabi tehwaron par mubarak-baad dena haraam hai, jaise ke Ibn e Qayyim Rahimaullah ne apni kitaab "Ahkaam Ahl al-zimmah" mein naqal kiya hai...
  14. Staff Member

    Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Tehreer: Hafiz Zubair Ali Zai Rahimahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi __________________ Allah ﷻ farmaata hain: إِنَّمَا الْمُؤْمِنُونَ إِخْوَةٌ فَأَصْلِحُوا بَيْنَ أَخَوَيْكُمْ ۚ وَاتَّقُوا اللَّهَ لَعَلَّكُمْ...
  15. Staff Member

    Ghair Mahram Auraton Se Musafaha

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Ghair Mahram Auraton Se Musafaha. Tehreer: Shaykh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah Romananised: Syed Ibraheem Salafi __________________ Ghair mahram auraton se musafaha karna mamnoo aur haraam hai: 1) Ummul Momineen Sayyidah Aisha (Razi...
  16. Staff Member

    Fazail E Salaam

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Fazail E Salaam Tehreer: Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi _________________ Salaam musalmano ka imteyazi wasf aur waqaar hai, ibteda e aafrinish se (yani shuru se hi) "salaam" ki jaami’iyyat, fazilat aur ahmiyat musallam...
  17. Staff Member

    Jimaa' ka tareeqah aur uske chand aadaab o masaail

    Jimaa' ka tareeqah aur uske chand aadaab o masaail Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Islamic Da'wah Center, Shumaali Taaif (Misrah) Romanised: Aqeel Ahmad Aurangabadi _____________________ Deen e Islaam insaani zindagi ke tamaam taqaaze ba-husn wa khoobi pura karta hai balki zindagi ke tamaam umoor...
  18. Staff Member

    Darse E Hadees (30 Ahadees E Mubaraka)

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم (Bachchon Ki Deeni Taleem Ke Liye 30 Ahadees E Mubaraka) By: Shaykh Abu Zaid Zameer Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi _______________________ Hadees No. 1. Emaan Par Jame Rehna: "Keh "Main Allah Par Emaan Laaya" Phir Isi Par Jam Jaa." (1)...
  19. Staff Member

    Istelahaat E Muhaddiseen Aur Kutub E Ahadees Ki Aqsaam

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Istelahaat E Muhaddiseen Aur Kutub E Ahadees Ki Aqsaam Hadees Ki Tareef: "Rasoolullahﷺ Ke Mutalliq Rawiyon Ke Zariye Sey Jo Kuch Hum Tak Pohncha, Wo Hadees Kehlata Hai, Hadees Ko Baaz Dafa Sunnat, Khabar Aur Aasar Bhi Kaha Jaata Hai." Buniyaadi Aqsaam...
  20. Staff Member

    |Ghair Muslim Ko Salaam| By: Shaykh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Ghair Muslim Ko Salaam! Tehreer: Shaykh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ___________________ Ahle kitaab par salaam mein pehal nahi karni chahiye, jaisa ke Sahih Ahadees se sabit hai, han agar wo salaam...
Top