Search results

  1. A

    Wuzu ke Baad ki duayen aur uski fazeelat

    1) أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ اللَّهُمَّ اجْعَلْنِي مِنَ التَّوَّابِينَ وَاجْعَلْنِي مِنَ الْمُتَطَهِّرِينَ Fazeelat: عَنْ عُمَرَ بْنِ الْخَطَّابِ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ...
  2. A

    NABI KA NAAM AANE PAR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KEHNE KI DALEEL

    NABI KA NAAM AANE PAR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KEHNE KI DALEEL Sawaal: Jab nabi sallallahu alayhi wasallam ne durood e ibrahimi ki taleem toh aaj hum nabi ka naam lete hai toh sallallahu alayhi wasallam kehte hai toh kya yeh bhi durood hai? Agar haan toh iski kya daleel hai? Ahad e nabuwat...
  3. A

    SAYYIDUNA ALI BIN ABI TALIB RAZI ALLAH SE MUHABBATU ANHO

    Tehreer: Hafiz Sher Muhammad Hafizahullah Tehqeeq o Takhreej: Hafiz Zubair Ali Zai Rahimahullah Romanised By: Arshad Siddiqui 1) Sahl Bin Saad As Saaidi razi allahu anho ne rasool allah sallallahu alayhi wasallam se suna ke aap ne farmaya main kal zaroor us aadmi ke haath mein yeh jhanda...
  4. A

    Fajr ki azan mein assalaatu khairum min'an naum kehna hadees se sabit hai

    Fajr ki azan mein Assalaatu khairum min'an naum kehna hadees se sabit hai Tehreer: Hafiz Zubair Ali Zai Rahimahullah Romanised By: Arshad Siddiqui Sawaal: Sheikh se sawaal kiya gaya: Pichhle kuch arsey se internet par share kiya ja raha hai ke fajr ki azan mein "assalaatu khairum min'an...
  5. A

    AQEEQAH KI DUA

    بِسْمِ اللهِ وَاللهُ أَكْبَرُ اللهُمَّ لَكَ وَإِلَيْكَ هَذِهِ عَقِيقَةُ فُلَانٍ (Sunan Al-Kubra Lil-Baihaqi: 9/511, Hadees No: 19294, Imam Nawawi Rahimahullah ne is ki Sanad ko Hasan qarar diya hai) Fulan ki jagah bachche ya bachchi ka naam le jis ki taraf se aqeeqah kiya jaa raha hai. Answer...
  6. A

    NABI ﷺ KA YEH FARMAN “ALI رضي الله عنه KE SATH MUHABBAT SIRF MOMIN KAREGA AUR BUGHZ SIRF MUNAFIQ RAKHEGA. YEH SAHABA PAR SAHIH HAI ?

    Baaz rafzi aur chupay huway naam nihad sunni ek Hadees pesh kartay hai jismai nabi ﷺ nay ali رضي الله عنه say mu’aeeda kiya tha ke “Ali رضي الله عنه ke sath muhabbat sirf momin karega aur bughz sirf munafiq rakhega”. Hadees ko pesh karkay muawiyah رضي الله عنه aur unkay ghirow par fit kiya...
  7. A

    Muqtadiyon Ko Farz Namaz Keliye Kab Khade Hona Chahiye?

    Muqtadiyon ko farz namaz ke liye saff me kab khade hona chahiye?? Shaikh hafiz Nadeem zaheer {hafizahullah} se mahnama al hadees hazro mein is ma'sle ke muta'lliq sawal kiya gaya: Sawal: Hamare yaha ba'az masajid mein Namaz ki jamaat ka waqt hojane per log (muqtadi) ghadi (watch) dekh ker...
  8. A

    Bacchon Ko Masjid Le Jaana Masnoon Hai

    Bacchcho ko Masjid mein Le Jaana Masnoon Hai Tehreer: Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah Romanised By: Mohammad Shiraz Sawaal: Ek Masjid mein likha hua tha ki Bacchcho ko saath naa laayen, phir kisi Hadees ka Hawaala bhi tehreer tha. Kya kisi Hadees mein bacchcho ko masjid se mana kiya gaya...
  9. A

    Nabi Ne Namaz mein Rafayadain Wafat Tak Kiya hain

    Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Namaz mein Rafayadain Wafat Tak Kiya hy Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Namaz mein Wafat ke pehle Aakhri dinon mein bhi Rafyadain kiye hain. Daleel : Hadees No .1 Sayyidina ‘Abdullaah bin ‘Umar (radiyallaahu ‘anhuma) aek Hadees me Rivayat karte hy...
  10. A

    Maghrib Ki Namaz Teen Rakat Kiun?

    بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ Maghrib Ki Namaz Teen Rakat Kiun??? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Logon ke zehan mein yeh sawal paida hota hai ke gintiyan do (2) aur chaar (4) wali to samajh mein aati hain magar teen wali kuch maslehat...
  11. A

    Fajr Ki Namaz Mein Uth Sakte Hain Agar,,,,,,,,,,,,,

    بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ Fajr Ki Namaz Mein Uth Sakte Hain Agar,,,,,,,,,,,,, Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari (1) Sone Se Pehle Namaz e Fajr Ke Liye Uthne Ki Sachchi Niyat Ki Jaaye Kiyunki Niyat Se Taufeeq Milti Hai. (2) Raat Ko Sone...
  12. A

    Nizam'udin auliya aur fatiha khalf'ul imam

    Nizam'udin auliya aur fatiha khalf'ul imam Maulana manazir ahsan gelani likhty hain: Mashoor baat hai kay hazrat sultan'ul mashaikh nizam'uddin auliya hadees se he mutasir ho kar bawajod sakht hanfi honay kay QIRA'AT KHALF'UL IMAM karty thay. Badauni ne bhi inkay mutalliq likha hai: Yehi baat...
  13. A

    Ruku ke baad hath kahan rakhien?

    Namaz mein Ruku ke baad hath bandhna ke dalail! 1) Alqamah bin wail radiallahuanh apne baab se riwayat karte hai ke mein ne Rasool Allaah sallallahu alaihi wasallam ko dekha aap sallallahu alaihi wasallam namaz mein jab bhi khade hote the toh apne dayein hath ko bayein hath we pakad ke bandh...
  14. A

    Jaan boojh kar namaz chhod dena

    Jaan boojh kar namaz chhod dena Bismillahirrahmanirrahim Hadith: jo jaanbujh kar farz namaz chorh de to Allah ke zimme se bari ho gaya ------------------ Abu darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mere mehboob Sallallahu Alaihi wasallam ne mujhe waseeyat farmayee ki Allah ke saath kisi ko...
  15. A

    Kiya Aurat Aur Mard Ki Namaz Main Koi Farq Nahi Hai ??

    Kiya Aurat Aur Mard Ki Namaz Main Koi Farq Nahi Hai ?? Aurat Aur Mard Ki Namaz Main Koi Farq Nahi Hai. - BISMILLAH AR-REHMAN NIR-RAHIM Dalil- Malik bin Huwairis kahte hain ke hum Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein madinah haazir huwe aur hum sab nojawaan aur hum-umr they...
  16. A

    Azaan Dene Ka Ajr o Sawab

    بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ Azaan Dene Ka Ajr o Sawab Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Bahut se namazi Azaan dene se bachte hain, aur Azaan ko apni kasr e shaan (shaan ke khilaaf) samajhte hain jab ki Hadees ki roshni mein azaan dene ki badi fazeelat aayi hai. Kuch...
  17. A

    Namaz Mein Takhne Se Neeche Shalwar

    بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ Namaz Mein Takhney Se Neechay Shalwar Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Shalwar Ka Takhney Se Neechey Latkana Haraam Hai Aur Sakht Gunah Ka Baais (Sabab) Hai, Is Se Mutalliq Bohat Saari Riwayaat Hain. Aik...
  18. A

    FATIHA KHALF'UL IMAM ka hukum QURAN se

    FATIHA KHALF'UL IMAM ka hukum QURAN se Ay RASOOL SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM humne apko wo 7 AYAT di hain jo bar bar parhi jati hain, aur QURAN AZEEM inayat kya hai. (1) HAZRAT ABU HURAIRA RADHIALLAHU ANHU farmaty hain kay AP SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne irshad farmaya: kay UMUL'QURAN he wo 7...
  19. A

    Ek hi Majlis mein HADEES RAFA'EDAIN kay bayan per 10 SAHABA R.Z ka itefaq.

    Ek hi Majlis mein HADEES RAFA'EDAIN kay bayan per 10 SAHABA R.Z ka itefaq. IMAM BUKHARI RAHIMAHULLAH ne kaha: Yani ABU HAMEED SAIDI AL-ANSARI MADNI RADHIALLAHU ANHU ne 10 SAHABA RADHIALLAHU ANHUM ki maujodgi mein kaha: kay mein tum sub kay bil-muqabil NAMAZ'E NABWI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ka...
  20. A

    Waqiya-e-me'raj. Namaz kis tarah farz hui...

    Waqiya-e-me'raj. Namaz kis tarah farz hui... باب كَيْفَ فُرِضَتِ الصَّلاَةُ فِي الإِسْرَاءِ BAAB: Is baray mein ki shab e Meraj mein Namaz kis tarah farz hui? Abu dhar Ghifari radhi Allahu anhu ye hadith bayan karte they ki Nabi Sallallahu alaiyhe wasallam ne farmaya ki mere ghar ki chhat...
Top