hajj

  1. Umar Asari

    KYA AURAT BAGHAIR MEHRAM KE HAJ YA UMRAH KAR SAKTI HAI?

    KYA AURAT BAGHAIR MEHRAM KE HAJ YA UMRAH KAR SAKTI HAI? Mehram ke baghair aurat ke liye safar karna jayez nahi chahe uska safar farz haj ya umrah ke liye hi kyu na ho. Ibn e Abbas Radiallahu anhu se rivayat hai ke Rasool’Allah sallallaho alaihi wasallam ne farmaya: “Mehram ke baghair aurat...
  2. Umar Asari

    Dauran e Hajj wafaat paane waale Haaji ke ahkaam

    Dauran e Hajj wafaat paane waale Haaji ke ahkaam Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised by: Umar Asari Kabhi kabhaar dauran e Hajj haadsa hone ya yun hi fitri taur par Hajj karne waala achanak wafaat paa jaata hai. Is par us ke warsa bahut ghamgeen hote hain aur us ka...
  3. Umar Asari

    Hajj Pay Janay Se Pehlay Maafi Maangna

    Hajj Pay Janay Se Pehlay Maafi Maangna Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Romanised By: Umar Asari Hajj Pay Janay Se Pehlay Pooray Khuloos Key Saath Apney Gunaaho Se Tauba Karna Chahiye Aur Aindah Na Karney Ka Azm e Musammam (Pakka Iradah) Karna Chahiye, Agar Kisi Ko Dukh Pohnchaya Ho To Us...
  4. Umar Asari

    Manasik e Hajj Aur Mukhaalifat e Hanafiyyah wa Brelwiyyah

    Manasik e Hajj Aur Mukhaalifat e Hanafiyyah wa Brelwiyyah Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari (1) Ehraam Ki Makhsoos Namaz: Ehraam ki koi makhsoos (khas) namaz Ahadees se saabit nahi hai magar Ahnaaf mein yeh namaz Umrah aur Hajj karney walon ke liye...
  5. Umar Asari

    Hajj Se Pehley Da’wat Pe Da’wat Karna

    Hajj Se Pehley Da’wat Pe Da’wat Karna Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Aaj kal agar koi Hajj karney jaata hai to us ke talluq se samaaj aur society mein bohot saari rasm o riwaaj aur bid’aat o khurafat anjaam diye jaatey hain. Hajj ke liye jaaney...
Top