islamqa

  1. Umar Asari

    Imam mehdi ka khurooj kab hoga

    Imam mehdi ka khurooj kab hoga ✵Sawaal:✵ Kya Imam Mehdi Ka zikr Quran me hai ya Sirf hadees me hai. Imaam mehdi ka kab nuzool hoga. Iski wajahat kar dijiye. ✪Jawaab:✪ ➊ Pehli baat: Musalmaan ko is baat ka ilm hona zaroori aur waajib hai ke ittebaa' aur dalaail lene ke aitbaar se Kitaab o...
  2. Umar Asari

    Kursi par baith kar namaz padhna kaisa hai?

    Kursi par baith kar namaz padhna kaisa hai? ✵Sawaal✵ Assalamoalykum warahmatullahe wabarakatohu Janab kya majboori ki halat me kursi par Beth kar namaz padh sakte hain is par tafseel se samjhayega kuch salaf ulama kehte hain galat hai kursi pr Beth kar padhna? ✪Jawaab:✪ Walaikum Assalam Wa...
  3. Umar Asari

    La ilaaha illa anta subhaanaka padhne ki fazeelat?

    “La ilaaha illa anta subhaanaka” padhne ki fazeelat? ❀Sawaal:❀ Ayte karima me Hazrat yunus alahi ssalam ki dua h لا إله إلا أنت سبحانك إني كنت من الظّالمين ye dua h Ise log hazar ya lakh martaba kisi maqsad ke liye padhte h ye kya sahi hai? ✿Jawaab:✿ 1000 ya 100000 baar «لَا إِلَهَ إِلَّا...
  4. M

    Allah Taala Ke Sirf 99 Asmaa e Husna Nahi

    Allah Taala Ke Sirf 99 Asmaa e Husna Nahi Romanised By: Umar Asari Sawaal: Kya Allah Taala ke Asmaa e Husna sirf 99 hain? Ya unki tadaad 99 se ziyadah hai? Jawaab: Sahih Bukhari (2736) aur Sahih Muslim (2677) mein Abu Hurairah Radhiallahu Anhu se marwi hai ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi...
  5. Umar Asari

    Raat mein nakhun kaatna kaisa hai?

    Raat mein nakhun (nails) kaatna aur phenkne se pehle bismillah padhna kaisa hai ❀Sawaal:❀ Mujhe kuch logon se maloom huwa hai ki raat ke waqt nakhun kaatna haraam hai, isi tarah yeh bhi maloom huwa hai ki phenkne se pehle hum un par teen baar thu thu kar ke Bismillah parhein, taaki unhein...
  6. Umar Asari

    Sajda e sahw karna bhool jaayen to kya karen?

    Sajda e sahw karna bhool jaayen to kya karen? ❀Sawaal:❀ Assalamu Alaikum, Agar namaz me koi galati hojaye aur wo sajda sahw hi karna bhool jaaye tab kya karein? ✿Jawaab:✿ Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuhu Agar koi shakhs Sajda e Sahw namaz mein karna bhool jaaye to Namaz ke baad...
  7. Umar Asari

    Masturbation (Mushtzani) ka hukm aur uska ilaaj

    Masturbation (Mushtzani) ka hukm aur uska ilaaj Romanised By: Umar Asari Alhamdulillah: Kitaab-o-Sunnat ke dalaail ke mutabiq mushtzani (khud lazzati, masturbation) haraam hai. Quran-e-Majeed se dalaail: Ibn-e-Kaseer Rahimahullah farmate hain: Imam Shafa’ee Rahimahullah aur un ki muwafaqat...
  8. Umar Asari

    Kya biwi apne shauhar ko yeh keh sakti hai ke “Tum meri rooh ho, main tumhaare bina nahi reh sakti”

    Kya biwi apne shauhar ko yeh keh sakti hai ke “Tum meri rooh ho, main tumhaare bina nahi reh sakti” Romanised By: Umar Asari Ibn e Ashiq Ali Asari Sawaal: Kya mujhe apne shauhar ko “Meri rooh” keh kar pukaarne ki ijazat hai? Ya main use yeh keh sakti hun ke: “Main tumhaare bina nahi reh...
  9. Umar Asari

    Bhabhi Par Dil Aa Gaya Hai! Woh Usay Apne Liye Chahaney Laga Hai, Ilaaj Ka Koi Tareeqa Hai?

    Bhabhi Par Dil Aa Gaya Hai! Woh Usay Apne Liye Chahaney Laga Hai, Ilaaj Ka Koi Tareeqa Hai? Romanised By: Umar Asari ✵Sawal:✵ Mein 26 Saal Ka Naujawan Hun, Meri Abhi Tak Shadi Nahi Hui, Mein Aur Merey Shadishuda (Married) Bhai Aik Hi Makaan Mein Rehtay Hain, Maamla Yeh Hai Ke Mein Apni Bhabhi...
  10. Umar Asari

    Ashra e Zil-Hijjah me aamaal e saleh

    Ashra e Zil-Hijjah me aamaal e saleh SAWAL: Kya maah e zul-Hijjah ke pehle das dino ko dusre sab ayyaam par fazeelat haasil hai? Aur in das dino mein konse aise aamaal e Saleh hain jo kasrat se karna mustahab hain? JAWAB: Alhumdulillah: Ita'at o farmabardari ke mousamon mein se maah e...
Top