nafl padhne waale ki iqtidaa mein farz padhna kaisa hai?

  1. NASEER KHAN

    Nafl Namaz padhne waale ke peeche Farz Namaz padhna

    Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu koi banda agar akela namaz padh raha ho. Farz, Sunnat ya fir Nafl aur pichey se koi mujhe hath se touch kar ke mera Saath namaz suru karde Fardz namaz samajh kaar to wo.banda kya kare? Iska Jawab Mujhe Islamqa.com me English aur Arabic me Mila hy...
Top