Nabi ﷺ aur ilm-e-ghaib
Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Ilm-e-ghaib Allah ﷻ ki khusoosiyat hai. Yeh Ahl-e-Sunnat Wal-Jama’at ka ittefaaqi aur ijmaa’ee aqeedah hai. Is ijmaa’ee aqeede ke khilaaf Nabi-e-Akram ﷺ ke alim-ul-ghaib hone ke...
Sawaal: Kya Sayyiduna Abuzar (Razi Allahu Anhu) Ne Sayyiduna Bilaal (Razi Allahu Anhu) Ki Maa Ko Kaali Kaloti Kaha?
Jawaab Az: Shaykh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah:
Saabit nahi, is hawale se ek sakht zaeef riwayat bhi aati hai:
كان بين أبى ذر وبين بلال محاورة، فعيره أبو ذر بسواد...
Aqeeqah Sirf Saatwen Din
Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Is baat par ittifaaq hai ki bachche ya bachchi ki paidaaish ke saatwen din (7th day) Aqeeqah karna Mustahab amal hai. Shari’at-e-Muhammadiyyah ne isey saatwen din (7th day) mashroo’...
Tabarrukaat Ki Shar'ee Haisiyat
Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Yeh nihayat ahem masla hai, kiunki kai baar is ki wajah se Tauheed ke manaafi (mukhaalif) aqwaal o af'aal sarzad ho jaate hain, awliyaa aur sulaaha ki ibadat ka bunyaadi sabab...
Sms aur Tableegh-e-Deen
Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Allah ﷻ aur us ke Rasool ﷺ par jhoot baandhna kabeerah gunaah aur azeem jurm hai. Deen ke mutalliq jab bhi koyi baat karen, woh thos (pukhta) aur tehqeeq par mabni honi chaahiye...
Aur suyi mil gayi
Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised by: Umar Asari Ibn e Ashiq Ali Asari
Aisha Radhiallahu Anha se mansoob ek riwayat bayan ki jaati hai:
استعرت من حفصة بنت رواحة إبره، كنت أخيط بها ثوب رسول الله صلى الله عليه وسلم، فسقطت مني الإبرة،...
بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم
Ghair Muslim Ko Salaam!
Tehreer: Shaykh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpuri Hafizahullah
Romanised: Syed Ibraheem Salafi
___________________
Ahle kitaab par salaam mein pehal nahi karni chahiye, jaisa ke Sahih Ahadees se sabit hai, han agar wo salaam...
Koi Sahih Hadees Quran Ke Mukhaalif Nahi Hai
Tehreer: Shaikh Ghulaam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Munkireen e Hadees dar-haqeeqat munkireen e Quran hain, un ke adm e fahem o ilm ke baare mein Rasool kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ka irshaad e giraami hai...
Quran Khwaani Ki Shar’ee Haisiyat
Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Qareeb-ul-maut, mayyit aur qabr par Quran padhna Quran-o-Hadees se saabit nahi. Sahaba-e-Kiraam Rizwaanullahi Alaihim Ajma’een ki zindagiyon mein is ka hargiz suboot nahi...
Kya Musnad Abi Awanah mein Rafa’ ul Yadain na karne ki daleel hai?
✵Sawaal:✵
As salamu alaikum Sheikh Tark E Rafaulyadain Par Ek Hadith He Jo Musnad Abu Awana Me Abdullah Ibn Umar Radiallahanhu Se Aayi He Kya Wo
Hadith Sahi He Deobandi Kehte He Ke Ye Hadith Tark E Rafaulyadain Par Ek Bohot Badi...
Kya Nabi e Kareem ﷺ ne Allah ko dekha hai?
Tehreer: Shaikh Ghulam Mustafa Zaheer Amanpoori Hafizahullah
Romanised By: Umar Asari
Kya Nabi e Kareem ﷺ ne Allah ﷻ ko dekha hai? Yeh jaanne se pehle ke is baare mein Aimma e Ahl e Sunnat ka raajeh mauqif kya hai in baaton par ghaur farma len:
➊ Kya...
HAMELA AUR DOODH PILANE WALI AURAT KA ROZA
TAHREER: Shaikh ghulam mustafa zaheer aman poori hafizahullah
Romanised: Hafiz Muhammad Shahed
Allah rabbul izzat ka ye Ehsan e azeem hai ke usne apne bandon ke liye Aasaan tareen deen ka intekhaab kiya aur unko rukhsaton se nawaza hai, Hamela aurat...
This site uses cookies to help personalise content, tailor your experience and to keep you logged in if you register.
By continuing to use this site, you are consenting to our use of cookies.