shaikh maqbool ahmed salafi

  1. Umar Asari

    Taqleed Par Di Jaaney Wali Doctor Aur Engineer Ki Misaal Ki Haqeeqat

    Taqleed Par Di Jaaney Wali Doctor Aur Engineer Ki Misaal Ki Haqeeqat Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Aam taur se Taqleed karney waley yeh kehtey hain ki dunya ke har ilm mein jisko jitna ilm jota hai utna wo Mujtahid hota hai aur jitna nahi hota us...
  2. Umar Asari

    Online tijaarat ka shar’ee hukm

    Online tijaarat ka shar’ee hukm Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Yeh networking ka zamaana hai, is waqt bahut saari cheezon ke liye is ka iste’maal kiya jaata hai. Tijaarat bhi internet par khoob khoob ho rahi hai. Is ki mukhtalif shaklein aur qismein...
  3. Umar Asari

    Network marketing ka shar’ee hukm

    Network marketing ka shar’ee hukm Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Aaj ke taraqqi yaafta (advanced) daur mein tijaarat ki mukhtalif shaklein raaij hain un mein network marketing bhi hai. Isey network marketing is liye kaha jaata hai ke is mein har...
  4. Umar Asari

    YouTube ki kamaayi par naujawaano ki fareftagi (deewangi) aur Islam

    YouTube ki kamaayi par naujawaano ki fareftagi (deewangi) aur Islam Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi, Islamic Dawah Center, Shumaali Taif Romanised By: Umar Asari Islam ne maal kamaane ke usool-o-zawaabit muta’ayyan kiye hain, ek musalmaan ke liye us amal ki kamaayi halaal hai jo Islaami...
  5. Umar Asari

    Kya Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ke fuzlaat paak hain?

    Kya Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ke fuzlaat paak hain? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Daae Islamic Dawah Center-Shumaal Taif (Saudi Arab) Romanised By: Umar Asari Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam hamaari tarah hi bashar (insaan) the, khaate peete, peshaab o...
  6. Umar Asari

    Bila Shuba Jheenga Machhli Halaal Hai

    Bila Shuba Jheenga Machhli Halaal Hai Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Jheenga machhli ke mutalliq logon mein ghalatfehmiyan pheli hui hain, is ki wajah ulama ke darmiyan mukhtalif qism ke fataawe hain, kisi ne jheenga (prawn) ko machhli kaha, kisi ne...
  7. Umar Asari

    Kya Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ki paidaish ki raat Shab e Qadr se bhi afzal hai?

    Kya Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ki paidaish ki raat Shab e Qadr se bhi afzal hai? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Aksar Sufi ka yeh kehna hai ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ki paidaish ki raat Shab e Qadr se bhi afzal hai balki yeh keh len ki Sufiya ka is baat par...
  8. Umar Asari

    Doosri shaadi ke ahkaam o masaail

    Doosri shaadi ke ahkaam o masaail Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Islamic Dawah Center (Taif), Saudi Arab Romanised By: Umar Asari Shaadi Ambiyaa e Kiraam ki sunnat hai, Allah ka farmaan hai: وَلَقَدْ أَرْسَلْنَا رُسُلًا مِنْ قَبْلِكَ وَجَعَلْنَا لَهُمْ أَزْوَاجًا...
  9. Umar Asari

    Muqtadiyon Ka Baaz Qurani Aayaat Ka Jawaab Dena

    Muqtadiyon Ka Baaz Qurani Aayaat Ka Jawaab Dena Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Kuch jaghon pe Muqtadi Quran ki kuch Aayaat ka jawab dete hain, aur kuch jagah yeh amal nahi paaya jata hai. Is wajah se logon mein yeh baat janne ki fikr hai ke sahih...
  10. Umar Asari

    Kya Allah Taala Hazrat Ali Radhiallahu Anhu Ke Zariye Madad Karta Hai???

    Kya Allah Taala Hazrat Ali Radhiallahu Anhu Ke Zariye Madad Karta Hai??? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Shia logon ke yahan Hazrat Ali Radhiallahu Anhu ke mutalliq bahut ghulu (hadd se zada badhana) paaya jaata hai, un mein se aik yeh bhi hai ke woh Hazrat Ali Radhiallahu...
  11. Umar Asari

    Choodidaar shalwaar pahenne ka hukm

    Choodidaar shalwaar pahenne ka hukm Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Choodidaar shalwaar woh chust pajamah kehlaati hai jis ki mohdiyan lambi hone ke sabab takhnon par kapde mein silwatein paden ya khud daali jaayen. Aisi choodidaar shalwaar jahan...
  12. Umar Asari

    Ramadhan ke baad hamari amali zindagi

    Ramadhan ke baad hamari amali zindagi Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Ek muqaddas, pur bahaar nekiyon se labrez (bhara huwa) maheena jaise laga pal bhar mein hum se rukhsat ho gaya. Is azeem ul ajr maheene se ijtehaad karne waala koshish, mehnat aur...
  13. Umar Asari

    Nasihat Ke Taur Par Qissay Bayan Karne Ka Hukm

    Nasihat Ke Taur Par Qissay Bayan Karne Ka Hukm Sheikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Nasihat Ke Liye Quran o Hadees Mein Beshumaar Qissay Bayan Kiye Gaye Hain, Is Liye Kisi Ko Nasihat Karne Key Maqsad Se Yeh Qissay Kaafi Hain. Magar Woh Qissay Aur Kahaniyan Jo Quran o Hadees Mein Na Hon or...
  14. Umar Asari

    Kya zindagi ka maqsad sirf pet paalna hai?

    Kya zindagi ka maqsad sirf pet paalna hai? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Daa'ee Islamic Dawah Center/Taif Romanised By: Umar Asari Kaafiron se sawaal kiya jaaye ke zindagi ka maqsad kya hai to aam taur se jawaab nahi milega kiunki is ke mutalliq un ke paas koi sooch nahi...
  15. Staff Member

    Jimaa' ka tareeqah aur uske chand aadaab o masaail

    Jimaa' ka tareeqah aur uske chand aadaab o masaail Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Islamic Da'wah Center, Shumaali Taaif (Misrah) Romanised: Aqeel Ahmad Aurangabadi _____________________ Deen e Islaam insaani zindagi ke tamaam taqaaze ba-husn wa khoobi pura karta hai balki zindagi ke tamaam umoor...
  16. A

    Fajr Ki Namaz Mein Uth Sakte Hain Agar,,,,,,,,,,,,,

    بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ Fajr Ki Namaz Mein Uth Sakte Hain Agar,,,,,,,,,,,,, Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari (1) Sone Se Pehle Namaz e Fajr Ke Liye Uthne Ki Sachchi Niyat Ki Jaaye Kiyunki Niyat Se Taufeeq Milti Hai. (2) Raat Ko Sone...
  17. A

    Azaan Dene Ka Ajr o Sawab

    بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ Azaan Dene Ka Ajr o Sawab Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Bahut se namazi Azaan dene se bachte hain, aur Azaan ko apni kasr e shaan (shaan ke khilaaf) samajhte hain jab ki Hadees ki roshni mein azaan dene ki badi fazeelat aayi hai. Kuch...
  18. Shona shaikh

    Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ke fazaail se mutalliq chand baaton ki tehqeeq

    Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ke fazaail se mutalliq chand baaton ki tehqeeq Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ki shaan sab se niraali hai, Quran o Hadees ke muta'addid dalaail se Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ke...
  19. A

    Namaz Mein Takhne Se Neeche Shalwar

    بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ Namaz Mein Takhney Se Neechay Shalwar Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Shalwar Ka Takhney Se Neechey Latkana Haraam Hai Aur Sakht Gunah Ka Baais (Sabab) Hai, Is Se Mutalliq Bohat Saari Riwayaat Hain. Aik...
  20. Umar Asari

    Aurton ki fazeelat se mutalliq chand baton ki haqeeqat

    Aurton ki fazeelat se mutalliq chand baton ki haqeeqat Tehqeeq: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Roman Translation: Umar Asari Logon mein aurton ke fazail se mutalliq kuch baatein bahut ziyadah share ki jaa rahi hain aur un baton ko Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ki taraf mansoob...
Top