shaikh maqbool ahmed salafi

  1. Umar Asari

    Roze ke jadeed tibbi masail

    Roze ke jadeed tibbi masail Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Deen e Islam ek mukammal zaabta e hayaat hai, is mein insaanon ki har qism ki rahnumaayi maujood hai yahi wajah hai ke musalmanon ki zindagi deegar qaumon ke muqable mein behtar aur wazeh...
  2. Umar Asari

    Shawwaal ke Roze aur us ke masail

    Shawwaal ke Roze aur us ke masail Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Islamic Dawah Center-Taif Romanised By: Umar Asari Ramadhan ul Mubarak ka Roza khatm hone ke baad shawwaal ke 6 Rozon ki Sahih Ahadees se targheeb milti hai. In 6 Rozon ki badi fazeelat aayi hai. Tazkiya e...
  3. Umar Asari

    Ramadhan ul Mubarak ke fazail

    Ramadhan ul Mubarak ke fazail Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised by: Umar Asari Ramadhan ul Mubarak momin bande ke liye Allah Taala ki taraf se baa’is e sa’adat hai. Yun to Allah ki taraf se bandon ke liye kayi mawaaqe’ aise hain jo baa’is e ajr o sawaab hain magar...
  4. Umar Asari

    Ramadhan se mutalliq baaz ghalat fehmiyon ka izaala

    Ramadhan se mutalliq baaz ghalat fehmiyon ka izaala Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Islamic Dawah Centre - Taif Romanised By: Umar Asari Ramadhan se mutalliq logon mein kayi ghalat fehmiyan paayi jaati hain. Chand ghalat fehmiyon ka izaala is mukhtasar se mazmoon mein kiya...
  5. Umar Asari

    Ramadhan ka isteqbaal kaise karen?

    Ramadhan ka isteqbaal kaise karen? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Ramadhan ul Mubarak ki aamad aamad hai, har taraf momin ke andar is ke mutalliq izhaar e masarrat hai. Yeh woh mubarak maheena hai jis ka intezaar ek momin saal bhar karta hai kiunki...
  6. Umar Asari

    Allah ke zikr se barkat

    ꙮAllah ke zikr se barkatꙮ 🖊Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah 🖌Romanised By: Umar Asari Sahih Bukhari ke hawaale (reference) se ek Hadees bayan ki jaati hai ke Allah ke zikr se barkat aati hai us Hadees ko kuch logon ne jhooti samajh liya to kuch doosre logon ne ajeeb o ghreeb...
  7. Umar Asari

    Aik Azeem Zikr

    Aik Azeem Zikr Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salfi hafizahullaah Ye bahut azeem zikr hai. Iska ihtemaam karna chahiye. Neez is mein Kami aur ziyadti ke saath bhi marwi hai wo bhi dhiyaan rahe saath saath ye bhi waazeh rahe ki is zikr se muta'alliq ta'daad (means kitni baar parha jaaye is) ka...
  8. Umar Asari

    Hamal Ke Dauran Wazeefey Ka Hukm

    Hamal Ke Dauran Wazeefey Ka Hukm Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Sawaal: Hamarey yahan kuch aurtein hamal ke dauran surah Yusuf aur surah Maryam wagairah ki tilawat karti hain, mera sawal ye hai ke kya shariyat mein hamal ke dauraan kisi wazeefey ka suboot milta hai...
  9. Umar Asari

    Kya Dawa Khane Ki Koi Makhsoos Dua Hai???

    Kya Dawa Khane Ki Koi Makhsoos Dua Hai??? Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Sawaal: Jaisa ki logon mein dawa khate waqt “ھوالشافی” kehna mash-hoor hai kya yeh dawa khane ki dua hai ya koi aur makhsoos dua hai? Jawab: Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam se dawa khane ki koi...
  10. Umar Asari

    Haaiza aurat ke ehraam ke ahkamaat

    ꙮHaaiza aurat ke ehraam ke ahkamaatꙮ ✵Sawaal:✵ Agar koi lady haiz se hai aur unhi dino main un ki umrah k liye flight hai to phir ahram k baaray main kya ahkamat hain ✪Jawaab:✪ Haaiza aurat jab Hajj ya Umrah ke iraade se Meeqaat se guzre to us par Meeqaat se Ehraam baandhna waajib aur zaroori...
  11. Umar Asari

    Hajj Ka Mukhtasar Aur Aasaan Tareeqa

    Hajj Ka Mukhtasar Aur Aasaan Tareeqa Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Markaz Ad-Da’wa wal Irshaad, Taif. Romanised By: Umar Asari (1) Meeqaat (Jahan Se Ehraam Baandha Jaata Hai): ¤ Ehraam Hajj ya Umrah mein daakhil honay ki niyat ka naam hai na ke kapdey ka. ¤ Meeqaat...
  12. Umar Asari

    Dauran e Hajj wafaat paane waale Haaji ke ahkaam

    Dauran e Hajj wafaat paane waale Haaji ke ahkaam Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised by: Umar Asari Kabhi kabhaar dauran e Hajj haadsa hone ya yun hi fitri taur par Hajj karne waala achanak wafaat paa jaata hai. Is par us ke warsa bahut ghamgeen hote hain aur us ka...
  13. Umar Asari

    Hajj Se Mutalliq Aurton Ke Naam pe Aik Naya Taqleedi Fitnah

    Hajj Se Mutalliq Aurton Ke Naam pe Aik Naya Taqleedi Fitnah Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Hajj pe aayi hue khawateen ke mutalliq Mufti Junaid bin Mohammad Palanpoori (Mumbai) ne fatwa diya hai ke “Aurton ko Makkah aur Madinah mein hotel ke kamrey...
  14. Umar Asari

    Fazail e Madinah aur Masjid e Nabwi ki ziyarat ke aadaab o ahkaam

    Fazail e Madinah aur Masjid e Nabwi ki ziyarat ke aadaab o ahkaam Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Madinah ek muqaddas sarzamen hai, is ke mukhtalif naam hain masalan Taabah, Tayyibah, Daar, Imaan, Daar ul Hijrah waghera. Aam taur se is shahar ko...
  15. Umar Asari

    Hajj Pay Janay Se Pehlay Maafi Maangna

    Hajj Pay Janay Se Pehlay Maafi Maangna Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Romanised By: Umar Asari Hajj Pay Janay Se Pehlay Pooray Khuloos Key Saath Apney Gunaaho Se Tauba Karna Chahiye Aur Aindah Na Karney Ka Azm e Musammam (Pakka Iradah) Karna Chahiye, Agar Kisi Ko Dukh Pohnchaya Ho To Us...
  16. Umar Asari

    Manasik e Hajj Aur Mukhaalifat e Hanafiyyah wa Brelwiyyah

    Manasik e Hajj Aur Mukhaalifat e Hanafiyyah wa Brelwiyyah Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari (1) Ehraam Ki Makhsoos Namaz: Ehraam ki koi makhsoos (khas) namaz Ahadees se saabit nahi hai magar Ahnaaf mein yeh namaz Umrah aur Hajj karney walon ke liye...
  17. Umar Asari

    Hajj Se Pehley Da’wat Pe Da’wat Karna

    Hajj Se Pehley Da’wat Pe Da’wat Karna Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Aaj kal agar koi Hajj karney jaata hai to us ke talluq se samaaj aur society mein bohot saari rasm o riwaaj aur bid’aat o khurafat anjaam diye jaatey hain. Hajj ke liye jaaney...
  18. Umar Asari

    Quran o Hadees ki roshni mein Qurbani ke ahkaam o masaail

    ꙮQuran o Hadees ki roshni mein Qurbani ke ahkaam o masaailꙮ 🖊 Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah 🖋 Romanised By: Umar Asari Ashra e Zil-Hijjah ki badi fazeelat hai, is mein bade bade aamaal anjaam diye jaate hain, un aamaal mein se ek ahem tareen amal Allah ki qurbat ki niyyat...
  19. Umar Asari

    Qurbani Ke Chaar Din Kitaab o Sunnat Ki Roshni Mein

    Qurbani Ke Chaar Din Kitaab o Sunnat Ki Roshni Mein Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmed Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Qurbani Ibadat hai aur Ibadat ke saarey aa’maal tauqeefi hotey hain. Unhein theek usi tarah anjaam diya jayega jaisa shariyat se saabit hai. Sahih qaul ki roshni...
Top