shawwaal ke 6 roze

  1. Umar Asari

    Do Shawwal ko Roza rakhna jaaiz hai

    Do Shawwal ko Roza rakhna jaaiz hai! ❀Sawaal:❀ Kya eid ke doosre ya teesre din qaza ka Roza rakhna jaaiz hai? ✿Jawaab:✿ Eid-ul-Fitr sirf ek din hai jo ke ek Shawwal hai. Lekin logon mein jo yeh mashhoor ho chuka hai ke Eid-ul-Fitr teen din hoti hai, sirf logon mein hi yeh mashhoor hai jis se...
  2. Umar Asari

    Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ko rakhne ka hukm

    Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ko rakhne ka hukm Sawaal: Kya yeh sahih hai ki main monday aur thursday ke Roze ka sawab haasil karne ke liye Shawwal ke 6 Roze monday aur thursday ke din Roza rakh lun? Jawaab: Ji haan is mein koi harj nahi, In Sha Allah aap ke liye Shawwal ke 6 Rozon aur...
  3. Umar Asari

    Shawwaal ke Roze aur us ke masail

    Shawwaal ke Roze aur us ke masail Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Islamic Dawah Center-Taif Romanised By: Umar Asari Ramadhan ul Mubarak ka Roza khatm hone ke baad shawwaal ke 6 Rozon ki Sahih Ahadees se targheeb milti hai. In 6 Rozon ki badi fazeelat aayi hai. Tazkiya e...
Top