tauheed e uloohiyat

  1. Abdul Adil

    Tauheed-e-Uloohiyat kise kehte hain

    Tauheed-e-Uloohiyat se muraad yeh hai ki Allah hi ilaah e waahid hai. Irshaad farmaya 👇 وَ اِلٰـہُکُمۡ اِلٰہٌ وَّاحِدٌ ۚ لَاۤ اِلٰہَ اِلَّا ہُوَ الرَّحۡمٰنُ الرَّحِیۡمُ "Aur (aye logo) tumhaara ilaah to bas ek hi hai. UssRahmaan wa Raheem ke elaawah koi ilaah nahi" (Surah Baqra:2/163)...
  2. Ibnatu Ali

    Tawheed Aur Uski Aqsaam

    بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Tawheed Aur Uski Aqsaam By: Shaykh Saleh bin Sa’d Al-Suhaimi Hafizahullah Urdu Tarjuma: Safi Ahmed Madani Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi ______________ Tawheed ke lughawi ma'ana tanhaa karney ke hain, aur shariat mein sirf Allah(ﷻ) ki...
  3. Shona shaikh

    Tauheed e Ibadat

    بسم الله الرحمن الرحيم TAUHEED E IBADAT. IBADAT KI TAMAAM QISMEY (ZUBANI, MAALI AUR JISMAANI) SIRF ALLAH TA'ALA HI K LIYE MAKHSOOS HAI. "kaho meri namaz, mere tamaam marasim abudiyat mera jeena mera marna sabkuch Allah ta'ala rabbul alameen k liye hai jiska koi shareek nahi usi baat ka mujhe...
  4. Shona shaikh

    Tawheed Ki Aqsaam

    بسم الله الرحمن الرحيم Tahweed Ki Aqsaam By: Shaykh Abu Zaid Zameer Hafidahullah. Romanised: Syed Ibraheem Salafi Wazahat: Yeh Shaykh Abu Zaid Zameer Hafidahullah Ke Dars "Tahweed Kya Hai?" Sey Liya Gaya, Yeh Article Tayyar Karne Mein Ghaltiyon Sey Bachne Ki Puri Koshis Ki Gayi Phir...
  5. Shona shaikh

    Tauheed ki tareef aur uske Aqsaam

    TAUHEED AUR USKE AQSAAM(TYPES) Tauheed se murad "Allah Ta'ala ko zaat, sifat, ibadaat aur uske huquq me munfarid(unique), yakta(ek) aur bemisaal manna hai." Tauheed islam ke 5 sutuno(pillars) me se sabse pahla sutun(pillar) hai. Aur tauheed hi islam ki pahchan hai aur imaan ka buniyaadi hissa...
  6. Shona shaikh

    Tauheed ki Tareef aur uski Qismein.

    بسم الله الرحمن الرحيم TAUHEED KI TAREEF AUR USKI AQSAAM. TAUHEED KI TEEN QISMEY HAIN. 1. TAUHEED FIZ 'ZAAT', 2. TAUHEED FIL 'IBADAT', 3. TAUHEED FIS 'SIFAAT'. 1. TAUHEED FIZ 'ZAAT': TA'ALA APNI ZAAT MEIN WAHID AUR BE MISL HAI USKI BEEWI HAI NA AULAAD, MAA HAI NA BAAP, IS AQEEDEY KO...
Top