wuzu

  1. Abdul Adil

    Kya khoon nikalne se wuzu toot jaata hai?

    khoon nikalne se wuju tootta hai ya nahi aur khoon haram hai ya halal yani body par lag jaye to kya body napak ho jayegi ?
  2. Umar Asari

    Nange ho kar wuzu karna kaisa hai?

    Nange (nude) ho kar wuzu karna kaisa hai? Nange ho kar wuzu karne mein koi harj nahi hai kiunki wuzu ke sahih hone ke liye libaas shart nahi hai lehaaza agar koi insaan nanga ho to us halat mein bhi wuzu kar sakta hai. Albatta behtar aur afzal yeh hai ki insaan kapde pahen kar wuzu kare...
  3. Maqubool Ahmad Salafi

    Kya Mayyat ko Ghusl dene wala Ghusl karega?

    KYA MAYYAT KO GHUSL DENE WALA GHUSL KAREGA YA WUZU KAAFI HAI? SHAIKH MAQBOOL AHMAD SALAFI HAFIZAHULLAAH Mayyat Ko Ghusl Dene Waale Se Mutalliq Logon Me 3 Baatein Hain: (1) Woh Ghusl Kare. (2) Woh Wuzu Kare. (3) Sirf Haath Dho Le Agar Pehle Wazu Kar Chuka Hai. Jo Log Mayyat Ko Ghusl...
  4. Staff Member

    Wuzu Ke Baad Surah Qadr Padhna Kaisa Hai?

    Wuzu Ke Baad Surah Al-Qadr Padhna Kaisa Hai? Sawaal: Assalam-o-alaikum Wazu ke bad surah al-qadar parne ke baaarey me hadees hai: jis ne aik bar surah qadar pari to wo siddiq me gina jayega. Plz iske baaarey me btaaayen ki kya ye sahi hai? Jawaab: Wuzu ke baad Surah Al-Qadr padhne ki Sunnat...
  5. Shona shaikh

    Garam paani se wuzu aur ghusl ka hukm

    Garam paani se wuzu aur ghusl ka hukm Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah Romanised By: Umar Asari Thandi ke mausam mein garam paani aur garmi ke mausam mein thanda paani milna Allah ki ne'mat mein se hai, is par Allah ka shukr ada karna chahiye. Paani thanda ya garam hona yeh...
  6. Shona shaikh

    WUZU KE MUTALLIQ DEEGAR MASAIL

    Bismillahhirrahmanirrahim WUZU KE MUTALLIQ DEEGAR(other) MASAIL 1.Badan ke wuzu wale hisse ko ek ek baar ya do do baar dhona bhi durust hai. (Bukhari 157-158) 2.Teen se zyada baar dhona gunah hai, Rasool’Allah sallallaho alaihi wasallam ka farman hai "Jisne teen se zyada baar dhoya usne galat...
  7. Umar Asari

    Kya Mobile me Quran padhne ke liye Wuzu karna zaroori hai?

    Kya Mobile me Quran padhne ke liye Wuzu karna zaroori hai? ✵Sawaal:✵ Kya mobile me Quran padhne ke liye Wuzu karna zaroori hai? ✯Jawaab:✯ Jin mobiles mein Quran e Majeed likha huwa ya audio files ki soorat mein hai un ka hukm Mushaf waala nahi hai, is liye mobile mein maujood Quran e Majeed...
  8. Umar Asari

    Wuzu ke baad ki duayen

    Wuzu ke baad ki duayen Wuzu karne ke baad ki duayen: أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ Tarjumah: Main gawaahi deta hun ke Allah ke alawah koi sachcha ma'bood nahi woh akela hai us ka koi shareek nahi, aur main...
Top