Assalaamulaikum Warah Matullah Wa Barkatuhu

Abdul Adil

Member
shaikh mera ek sawal hai

Abhi hamne dekha peris me ek teacher ne Pyare Rasool Saw ki shan me gustakhi karte huye cartoon banaya jis par usi school ke ek student ke father ne teacher ki gardan kaat di baad me police ne us student ke father ko goli maar di aur wo bhi mar gaya

Log twitter aur other plateform pr galat galat bate post kr rhe hai musalmaan ke khilaaf

Mera sawal ye hai agar koyi is tarah ki harqat kre to hm musalman kya stand le hme exactly karna kya chahiye aisi situation par ?

Jo is tarah ki gustaakhee kre use qatl karna chahiye ya samjhana chahiye ?

JAZAK ALLAHU KHAIRA
 
SHARI'AT E ISLAMIYAH ME SHAATIM E RASOOL KI SAZA

TAHREER : SHAIKH ZUBAIR ALI ZAI RAHIMAULLAH

SAYYADNA ABDULLAH BIN ABBAS RAZIALLAHU ANHU se ek RIWAYAT ka KHULASA ye hai

٤٣٦١ - حدثنا عباد بن موسى الختلي، أخبرنا إسماعيل بن جعفر المدني، عن إسرائيل، عن عثمان الشحام، عن عكرمة، قال: حدثنا ابن عباس، أن أعمى كانت له أم ولد تشتم النبي صلى الله عليه وسلم، وتقع فيه، فينهاها، فلا تنتهي، ويزجرها فلا تنزجر، قال: فلما كانت ذات ليلة، جعلت تقع في النبي صلى الله عليه وسلم، وتشتمه، فأخذ المغول فوضعه في بطنها، واتكأ عليها فقتلها، فوقع بين رجليها طفل، فلطخت ما هناك بالدم، فلما أصبح ذكر ذلك لرسول الله صلى الله عليه وسلم، فجمع الناس فقال: «أنشد الله رجلا فعل ما فعل لي عليه حق إلا قام»، فقام الأعمى يتخطى الناس وهو يتزلزل حتى قعد بين يدي النبي صلى الله عليه وسلم، فقال: يا رسول الله، أنا صاحبها، كانت تشتمك، وتقع فيك، فأنهاها فلا تنتهي، وأزجرها، فلا تنزجر، ولي منها ابنان مثل اللؤلؤتين، وكانت بي رفيقة، فلما كان البارحة جعلت تشتمك، وتقع فيك، فأخذت المغول فوضعته في بطنها، واتكأت عليها حتى قتلتها، فقال النبي صلى الله عليه وسلم: «ألا اشهدوا أن دمها هدر»

Ki ek SAHABI ne apni LAUNDI ( jis se unki AULAAD bhi thi ) ko NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ki GUSTAKHI par QATL kar diya tha to NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne farmaya :

«ألا اشهدوا أن دمها هدر»

Suno (aur) GAWAH raho . Beshak us (aurat) ka KHOON ZAA'IA ( ضائع) ho gaya hai .

[ SUNAN ABU DAWOOD RAQAM 4361 WA SANAD SAHEEH ]

SAYYADNA ABU BARZAH AL ASLAMI RAZIALLAHU ANHU se RIWAYAT hai

٥٤ - حدثنا محمد بن جعفر حدثنا شعبة عن توبة العنبري قال: سمعت أبا سوَّار القاضي يقول عن أبي برزة الأسلمي قال: أغلظ رجل لأبي بكر الصديق, قال: فقال أبو برزة ألا أضرب عنقه؟ قال: فانتهره وقال: ما هي لأحد بعد رسول الله - صلى الله عليه وسلم -.

Ki ek AADMI ne SAYYADNA ABU BAKAR RAZIALLAHU ANHU ke baare me GHALEEZ ALFAZ istemal kiye ( yani unki GUSTAKHI ki ) to unho (ABU BARZAH RAZIALLAHU ANHU ) ne kaha : kya mai is AADMI ki GARDAN na KAAT doon ? ABU BAKAR RAZIALLAHU ANHU ne unhe SAKHTI se MANA kiya aur farmaya :

ما هي لأحد بعد رسول الله - صلى الله عليه وسلم -

ki RASOOL ALLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ke baad kisi ko ye HAQ HAASIL nahi hai .

[ MUSNAD AHMAD RAQAM 54 , SUNAN NISAYI RAQAM 4076 WA SANADAHU SAHEEH ]

In RIWAAYAT aur DEEGAR DALAIL se SABIT hai ki jo SHAKHS SAYYADNA MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ki SHAAN me GUSTAKHI kare yani AAP SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ko GAALI de ( aur ye baat WAZEH DALEEL se SABIT ho jaye) to SHARIYAT E ISLAMIYAH me aise SHAKHS ko QATL kiya jayega chahe wo pehle MUSALMAN bana hua tha ya ki SAREEH KAFIR wa GHAIR MUSLIM tha .

Jo SHAKHS NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ko GAALI de uske baare me AHLE SUNNAT ke MASH'HOOR IMAM AHMAD RAHIMAULLAH ne farmaya :

تضرب عُنُقه

Us ki GARDAN maar di jaye yani use QATL kar diya jaye . Phir unhone MAZKOORAH BALA HADEES ABU BARZAH AL ASLAMI RAZIALLAHU ANHU se ISTEDLAL kiya .

[ MASAIL ABDULLAH BIN AHMAD BIN HANBAL JILD 3 SAFA 1292-1293 FUQRAH 1794-1795 ]

SHAIKH UL ISLAM HAFIZ IBN TAIMIYAH RAHIMAULLAH ne is MASLE par ek AZEEM US SHAAN KITAB likhi hai

" الصارم المسلول علٰی شاتم الرسول ﷺ "

[ MAHNAMA AL HADITH SUMARAH 83 SAFA 50 ]

AGAR MAZEED TAFSEEL SE JANNA ho to yaha mulaheza farmayen

MAZEED EK GUZARISH YE KARNI THI KI TITLE ME SAWAL LIKHA KAREN SALAAM NAHI .
 
Umar Asari

Administrator
Staff member

Sawaal yeh paida hota hai ki yeh saza dega kon? Mujhe is baat par fatwe dikhaayen ki ek gustaakh e Rasool ko saza ek aam insaan dega. Aur fatwe bhi hindustaani ulama ke hon to ziyadah behtar hai.
 
Hindustani ulama ke fatwe to is mutalliq mujhe nahi mil sake al batta SHAIKH GHULAM MUSTAFA ZAHEER hafizaullah ka ek mukhtasar qaul mila hai farmate hain :
GUSTAKH E RASOOL SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ki SAZA NAFIZ karne ka IKHTEYAR SIRF aur SIRF MUSALMAN HUKMARAAN ko hai . Agar koi QAANOON HATH me le kar kisi GUSTAKH ko QATL kar de , to uski SAZA bhi QATL hai .

Safa 15

Source

Ji. Aur yeh cheez har kisi ke saamne bayan karna chaahiye. Aur jab koi mazmoon share kiya jaaye to bhi is ko mazmoon mein zikr karna chaahiye.
 
Thread starter Similar threads Forum Replies Date
Abdul Adil Sawaal Poochen 2

Similar threads

Top