CHE(6) BUNYAADI USOOL


CHE(6) BUNYAADI USOOL
Tahreer: Muhaddis-ul-Asr HAFIZ ZUBAIR ALI ZAYI rahimahullah
(AL-HADIS shumaarah No.81, page:31)
Roman Script : Abu Umaimah Owais

Al-Hamdulillahi Rabbil Aalameen Wassalato Wasallamu Ala Rasoolihil Kareem Wa Ala Aalihi Wa As'habihi Ajmayeen, Amma Ba'ad:

Mash'hor Zaahid ABU MUHAMMED SAHL BIN ABDULLAH TUSTARI rhimahummah ne farmaaya:

أُصُولُنَا سِتَّةُ أَشْيَاءَ: التَّمَسُّكُ بِكِتَابِ اللَّهِ تَعَالَى وَالِاقْتِدَاءُ بِسُنَّةِ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَأَكْلُ الْحَلَالِ وَكَفُّ الْأَذَى وَاجْتِنَابُ الْآثَامِ وَالتَّوْبَةُ وَأَدَاءُ الْحُقُوقِ
"Hamare usool che(6) cheezen hai:
1)Kitabullah ko mazboti se pakadna aur RASOOLULLAH sallallahu alaihi wasallam ki Sunnat par amal karna.
2)Halaal khaana.
3)Kisi ko takleef nah dena.
4)Gunaahon se bachna.
5)Taubah (karte rahna).
6)Hoqooq adaa karna.
(Hilyat-ul-Auliya:10/190, aur is ki sanad HASAN hai)"


WAL-HAMDULILLAH
 
Last edited:
Thread starter Similar threads Forum Replies Date
Israr Hussain Al-Wahhabi Manhaj 3

Similar threads


Top