TAALIB-E-ILM KELIYE NASEEHAT


TAALIB-E-ILM KELIYE NASEEHAT
Tahreer: Muhaddis-ul-Asr HAFIZ ZUBAIR ALI ZAYI rahimahullah
(AL-HADIS shumaarah No.83, page:20)
Roman Script : Abu Umaimah Owais

Al-Hamdulillahi Rabbil Aalameen Wassalato Wasallamu Ala Rasoolihil Kareem Wa Ala Aalihi Wa As'habihi Ajmayeen, Amma Ba'ad:

Imam Maalik rahimahullah ne farmaaya:

ان حقًا علی من طلب العلم ٲن یکون له وقار وسکیة وخشیة، وٲن یکون متبعا لٲثر من مضی قبله
"Taalib-e-ilm par ye zarori hai ke is porwaqaar, sukon aur khauf-e-ilaani ke aasaar hon, aur apne aslaaf ke aasaar ka muttabe ho."(Al-Jaami li-Akhlaaq al-Raawi wa Aadaab al-saami lil-Khateeb[Tahqiq:Muhammed Ajjaj al-Khateeb]:1/ 232, Hadis No.212, aur is ki sanad HASAN hai, Tahqiq: Mahmod al-tahaan:1/156, Hadis No.209)
 

Similar threads


Top