GHALAT KALAAM KO APNI ZUBAAN SE NIKAALNE SE BACHO


GHALAT KALAAM KO APNI ZUBAAN SE NIKAALNE SE BACHO

بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ

• Ibn Hazm Anduloosi ne kaha:

كم شاهدنا ممن اهلكه كلامه ولم نر قط احدا بلغنا انه أهلكه سكوته فلا تتكلم الا بما يقرّبك من خالقك

Humne kitne (logon) ko apne kalaam (baaton) ki wajah se tabaah hote hue dekha hai ?! Phir bhi, humne kabhi kisi ko unki khaamoshi ki wajah se tabaah hote hue nahin dekha. Lihaaza, iske siwa kuch na kaho jo tumko apne Khaaliq ke qareeb karta hai.

[Source: Rasaa'il Ibn Hazm Al-Anduloosi, 1/402]

Mutarjim: 'Abdul-Mudhill Hafizahullah》
(عَبْدُ المُذِلّ حفظہ اللہ )
 
Thread starter Similar threads Forum Replies Date
Staff Member Islaah e Mu’aashra 0

Similar threads


Top