Mera sawal hai ghusl karne ke baad kya wuzu karna hai aur aapne mashallah ek thread mai pura sunnat ke saath wuzu bataya tha ek baar waise hi ghusl ka tarika aur koi dua e ghusl ho saathi mai ghar se hi wuzu karna chahiye toh masjid mai dobara wuzu karna kaisa hai jabki Ghar mai wuzu ke baad Tahiyatul wuzu bhi Ada ki ho toh bhi masjid mai wuzu karna ya jaate hi tahiyatul masjid Ada kare Bina pero ko dhoye