Hadees “Allahumma Ajirni Minan Naar” ki tehqeeq


Abdul Adil

Member
ek sawal tha 👇

ek hadees hai abu dawd hadees no. 5079 HAMARE NABI SAW NE FARMAYA KI SHAM KO 7 MARTABA AUR SUBHA ME 7 MARTABA ALLAHUMMA AJIRINI MINAN NAAR PADH LO AGAR US RAAT MAR JAOGE TO JAHANNAM SE BACH JAOGE .

shaikh is hadees ko shaikh albani rh ne zaif kaha hai lekin hafiz jubair ali zai rh ne mishqat ki sarah me mishqat hadees no. 2396 me saheeh kaha hai


to kya shaikh is hadees par amal kiya ja sakta hai ya nahi ?

Quran Aur Saheeh Hadees ki roshni me bataye

JAZAK ALLAHU KHAIRA
 
 

Abdul Adil

Member
JAZAK ALLAH KHAIRA shaikh
 

Top