India me islam kese aaya ?


Shona shaikh

Active member
India me Islam kese aaya ?
Iske jawab m hume afsane sunaye jate h joki herat angez karnamo s bhre hote h or in afsano m babao ki karamat bayan ki jati h. lekin hum yahan koshih kreneg ki awam tak authentic information den ki Hind island m islam kese aaya.

Nabi s.a.w. ki wafat k bad sahaba puri duniya m islam ki talim fela rahe the.90 hijri yani 710 ERA k aas pas bagdad k kuch tajir sindh m apna karobar krne k liye aaye us waqt india aaj k jesa bada mulk nahi tha chote chote state k apne apne raja hua krte the, jo garib awam pr zulm krte the unki aurton ko apni dasiyan banate the, lagaan k nam pr tax lete the inme sbse uncha nam tha raja dahir jo ek zalim raja tha.jiski apni foj k alawa ek puri foj pirates ki thi jiska istemal raja dahir awam m dehsat k liye krta hy

lutero ki foj bagdad k tajiro k ship ko lut leti h or unko hostage kr leti h jinme ek arab aurat b thi.jb y bat bagdad k governor hajjaj bin yusuf ko malum chali to usne raja dahir ko apne logo ko wapas krne ka frman bheja lkin raja dahir n kaha ki mera lutero pr koi zor nahi .idhar raja dahir us arab aurat ko apni rakhel banana chhhata tha lkin us aurat n inkar kar diya.raja n us aurat ko jail m dal diya .

kuch din k bad us aurat ko ek insan mila jiska nam abi manyu tha usne kaha m tumhri help krunga.or us admi n hajjaj bin yusuf tak us aurat ka pegam pahucha diya .hajjaj bin yusuf n 20000 soldiers ko lekar 17 sal k nojawan muhammad bin qasim ko hind pr attack krne ka hukm diya.

Muhmmad bin qasim n sbse phle dibal ka qila fateh kiya,or fir hydra bad ki trf badhe .muhaamd bin qasim k husn suluk ko dekhar wahan k hindu foran Muhmmad bin qasim k sath ho gye qki wo jan gye the ki raja k zulmo s sirf y hi ek insan nijat dila skta tha, help krne walo m shudra or budh sbse zyda the qki raja dahir ki foj m ek lakh s zyada sipahi the or mohd bin qasim ki foj m sirf 15000 sipahi the lkin hind ki awam mohd bin qasim k sath thi jisne navigator ka kam kiya or mohd bin qasim raja dahir ko qatl krne m qamyab hue.jb y bat raja ki 78 raniyo ko malum chali to wo sab khud ko jalakr sati hone ka fesla kiya,

Lkin mohd bin qasim n hukm diya ki yakinan islam kisi k mazhab m intefare krne ki ijazat nahi deta h lkin mohd bin qasim apne rehte itna bada zulm hota nahi dekh skta ki in aurton ko zinda jala diya jaye. iske bad mohd bin qasim n us arab khatun ko azad karaya or uske bad mohd bin qasim n jo hukumat qayam ki wo itni insaf psnd thi ki us hukumat n garib or ameer ko barabari ka drja diya.

Mohd bin qasim n hukm diya ab kisi s lagaan nahi liya jayga,kisi b ladki ko kisi b devta ki bali nahi di jaygi.ab koi aurat kisi ki dasi nahi hogi.mohd bin qasim n hukm diya ki meri hukumat m koi shudra or rajput nahi hoga, koi chuwa chut nahi rakhega sbko barbari ka haq diya jayga. mohd bin qasim k in rules ko dkehkar india k raja itne impress hue ki hr roz tamam log islam ko pasand krne lage or dheere dheere islam m dakhila lene lage .or

Nabi s.a.w. ki wo hadith b puri hui aapne frmaya tha ki meri ummat ki 2 jamato pr ALLAH n jahannm ki aag haram kr di h unme ek jamat wo hogi jo hind pr hamla krke hind k badsah pr kabza kregi or hind m insaf qayam kregi(sahih bukhari).

india m islam koi baba nahi laya, aaj india m 35 crore muslaman hen iski buniyad mohd bin qasim the tiger of islam n rakhi thi.(source-biograpghy ibn qasim encyclopedia of bratainica and biography of ibn qasim by imam AD DAHABI (the famous muslim historian).
 
Thread starter Similar threads Forum Replies Date
Muhammad sajid Islami Tareekh 0

Similar threads


Top