Laylatul-Qadr (Shab-e-Qadr) Ke Fazail


Ahmad

New member
Lailatul-Qadar (Shabe-Qadar) or uske Fazail
-------------------------------------------------
lailatul-Qadar aakhri Ashre ki Taq rato me se aik hai.

๐Ÿ‘‰ RasoolAllah ๏ทบ ne farmaya: Isko akhri ashre ki taq rato me talash kro.(21,23,25,27,29)
๐Ÿ“š(Sahi bukhari:2016)
-------------------
Shab e Qadar ki rat kon si hai is baat ka ilm Nabi ๏ทบ ko bhula diya gya
------------------------------------------
๐Ÿ‘‰Nabi ๏ทบ ne farmaya:- Mai Aaya Tha Ke Tumhein Shab-e-Qadr Bataa dun Lekin Fulaan Aur Fulaan Ne Aapas Mein Jhagdaa Karliya. Pas Us (Shab-e-Qadr) Ka ILm Uthaaliya Gaya. Aur Ummeed Yahi Hai Ke Tumhaare Haqq Mein Yahi Behtar Hoga.
๐Ÿ“š [Saheeh Al-Bukhaari: 2023]
-----------------------------------------
Lailatul-Qadar ka qayam krne wale ke pichle gunah (sageera) Maaf kar diye jayenge.
----------------
๐Ÿ‘‰ Rasoolallah ๏ทบ ne farmaya: Jisne lailatul-Qadar ka qayam iman ke sath or sawab ki niyat se kiya uske pichle gunah (sageera)Maaf kar diye jayenge.

๐Ÿ“š[Sahi muslim:1781]
---------------------------------------------
Allah ne farmaya:- ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

ุฅูู†ู‘ูŽุง ุฃูŽู†ู’ุฒูŽู„ู’ู†ูŽุงู‡ู ูููŠ ู„ูŽูŠู’ู„ูŽุฉู ุงู„ู’ู‚ูŽุฏู’ุฑู ูˆูŽู…ูŽุง ุฃูŽุฏู’ุฑูŽุงูƒูŽ ู…ูŽุง ู„ูŽูŠู’ู„ูŽุฉู ุงู„ู’ู‚ูŽุฏู’ุฑู ู„ูŽูŠู’ู„ูŽุฉู ุงู„ู’ู‚ูŽุฏู’ุฑู ุฎูŽูŠู’ุฑูŒ ู…ูู†ู’ ุฃูŽู„ู’ูู ุดูŽู‡ู’ุฑู ุชูŽู†ูŽุฒู‘ูŽู„ู ุงู„ู’ู…ูŽู„ูŽุงุฆููƒูŽุฉู ูˆูŽุงู„ุฑู‘ููˆุญู ูููŠู‡ูŽุง ุจูุฅูุฐู’ู†ู ุฑูŽุจู‘ูู‡ูู…ู’ ู…ูู†ู’ ูƒูู„ู‘ู ุฃูŽู…ู’ุฑู ุณูŽู„ูŽุงู…ูŒ ู‡ููŠูŽ ุญูŽุชู‘ูŽู‰ูฐ ู…ูŽุทู’ู„ูŽุนู ุงู„ู’ููŽุฌู’ุฑู​
๐Ÿ“š(Al-Qadr: 1-5)
๐Ÿ‘‰ Es rat me Quran nazil kiya gya
๐Ÿ‘‰ Ye rat hazar mahino se behtar hai lehaza jisne es rat ki ibadat ko paa liya usne hazar mahino se bhi zayada ibadat ko paa liya.

Es rat me farishte apne sardar hazarat jibrael (as) ke sath nazil hote hain jo rahmat or barkat ki azeem nishani hai.
Ye rat sarasar salamti hai.
--------------------------------------------------
๐Ÿ‘‰ Es rat me Poore sal ki taqdeer ya tamam maloomat ke faisle lohe-mahfooz se nikal kar farishto ko saup diya jata hai.

๐Ÿ“š[Quran: Surah Ad-Dukhaan ayat:4]
--------------------------------------------------
Es rat ki dua kya hai? ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡
---------------
ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ูู…ู‘ูŽ ุฅูู†ู‘ูŽูƒูŽ ุนููููˆู‘ูŒ ุชูุญูุจู‘ู ุงู„ู’ุนูŽูู’ูˆูŽ ููŽุงุนู’ูู ุนูŽู†ู‘ููŠ​
๐Ÿ‘‰ Allahumma innaka afuwun tuhibbul afwa fawfu anni.
Maani:- ๐Ÿ‘‡
(Allah tu afua or darguzar krne wala meharban hai or afua or darguzar krne ko pasand krta hai es liye tu hme maaf or darguzar kar de.)
๐Ÿ“š[Tirmizi:3513]

โ—พIs Raat me Aap Ebaat kare:-
------------
โ–ชJaise Nafil Namaz zayada se Zayada pdh Sakte hain.

โ–ชQURAN ki Telawat kar Sakte hain Zayaada se zayada

โ–ชDua kare Zayada se Zayada

โ–ชZikr Aur Azkaar kare

โ–ชNabi ๏ทบ se jo khaas dua sabit hai vo kare

---------------------------------------
Forward Kare Allah Ajr Dega๐Ÿ’“
 
Last edited by a moderator:
Top