Aqeeqa


Assalamu alaikum warahmatullahi warabarakatuhu...
Aqeeqa krte waqt bache ki paidaish ka din b ginte hai?
Walaikum assalam warahmatullahi wabarakatuh
Sawal ko thoda wazeh karen mohtaram bhai . Kya aap ye janna chahte hain ki aqeeqa 7we din ya uske baad bhi kar sakte hain ya nahi ?
 
Top