Waylul Lil Arab Hadees Ki Roshni me aur Dr. Israr Ahmad Ki Galat fahmiyan


Abdul Adil

Member
Waylul Lil Arab Hadees Ki Roshni me aur Dr. Israr Ahmad Ki Galat fahmiyan by Shaikh Maqsood ul Hasan Faizi Hafizahullah

Video Link ๐Ÿ‘‡


Baab :- ยซูˆูŽูŠู’ู„ูŒ ู„ูู„ู’ุนูŽุฑูŽุจู ู…ูู†ู’ ุดูŽุฑู‘ู ู‚ูŽุฏู ุงู‚ู’ุชูŽุฑูŽุจูŽยป

(Rasoolullah Sallalahu Alaihi Wasallam ka ye farman "Ek Bala se Jo Nazdeek Aa gayi hai arab ki kharabi hone wali hai")

--------------------------------

ุญูŽุฏู‘ูŽุซูŽู†ูŽุง ู…ูŽุงู„ููƒู ุจู’ู†ู ุฅูุณู’ู…ูŽุงุนููŠู„ูŽ ุŒ ุญูŽุฏู‘ูŽุซูŽู†ูŽุง ุงุจู’ู†ู ุนููŠูŽูŠู’ู†ูŽุฉูŽ ุŒ ุฃูŽู†ู‘ูŽู‡ู ุณูŽู…ูุนูŽ ุงู„ุฒู‘ูู‡ู’ุฑููŠู‘ูŽ ุŒ ุนูŽู†ู’ ุนูุฑู’ูˆูŽุฉูŽ ุŒ ุนูŽู†ู’ ุฒูŽูŠู’ู†ูŽุจูŽ ุจูู†ู’ุชู ุฃูู…ู‘ู ุณูŽู„ูŽู…ูŽุฉูŽ ุŒ ุนูŽู†ู’ ุฃูู…ู‘ู ุญูŽุจููŠุจูŽุฉูŽ ุŒ ุนูŽู†ู’ ุฒูŽูŠู’ู†ูŽุจูŽ ุจูู†ู’ุชู ุฌูŽุญู’ุดู ุฑูŽุถููŠูŽ ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ุนูŽู†ู’ู‡ูู†ู‘ูŽ ุŒ ุฃูŽู†ู‘ูŽู‡ูŽุง ู‚ูŽุงู„ูŽุชู’ : ุงุณู’ุชูŽูŠู’ู‚ูŽุธูŽ ุงู„ู†ู‘ูŽุจููŠู‘ู ุตูŽู„ู‘ูŽู‰ ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ุนูŽู„ูŽูŠู’ู‡ู ูˆูŽุณูŽู„ู‘ูŽู…ูŽ ู…ูู†ูŽ ุงู„ู†ู‘ูŽูˆู’ู…ู ู…ูุญู’ู…ูŽุฑู‘ู‹ุง ูˆูŽุฌู’ู‡ูู‡ู ุŒ ูŠูŽู‚ููˆู„ู : ู„ูŽุง ุฅูู„ูŽู‡ูŽ ุฅูู„ู‘ูŽุง ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ูˆูŽูŠู’ู„ูŒ ู„ูู„ู’ุนูŽุฑูŽุจู ู…ูู†ู’ ุดูŽุฑู‘ู ู‚ูŽุฏู ุงู‚ู’ุชูŽุฑูŽุจูŽ ุŒ ููุชูุญูŽ ุงู„ู’ูŠูŽูˆู’ู…ูŽ ู…ูู†ู’ ุฑูŽุฏู’ู…ู ูŠูŽุฃู’ุฌููˆุฌูŽ ูˆูŽู…ูŽุฃู’ุฌููˆุฌูŽ ู…ูุซู’ู„ู ู‡ูŽุฐูู‡ู ุŒ ูˆูŽุนูŽู‚ูŽุฏูŽ ุณููู’ูŠูŽุงู†ู ุชูุณู’ุนููŠู†ูŽ ุฃูŽูˆู’ ู…ูุงุฆูŽุฉู‹ ุŒ ู‚ููŠู„ูŽ : ุฃูŽู†ูŽู‡ู’ู„ููƒู ูˆูŽูููŠู†ูŽุง ุงู„ุตู‘ูŽุงู„ูุญููˆู†ูŽ ุŸ ุŒ ู‚ูŽุงู„ูŽ : ู†ูŽุนูŽู…ู’ ุŒ ุฅูุฐูŽุง ูƒูŽุซูุฑูŽ ุงู„ู’ุฎูŽุจูŽุซู .

Jainab Bint E Jahash Razi Allahu Anhu se riwayat hai ki Rasoolullah Sallalahu Alaihi Wasallam neend se bedar huye to apka chehra surkh tha Aap Rasoolullah Sallalahu Alaihi Wasallam farma rahe the ki Allah ke siwa koyi mabood nahi . arbo ki tabahi us bala se hogi jo kareeb hi aa gayi hai , Aaj Yajooz O Majooz ki diwar me itna soorakh ho gaya hai aur sufiyan ne nawe ya saw ke adad ke liye ungli bandhi poocha gaya kya iske bawzood halak ho jayege ki ham me saleheen bhi mauzood hogen? farmaya han jab burai badh jayegi.

[Sahih Bukhari Kitab ul fitan Hadees Number 7059]


-------------------------------

is Hadees ko samjhne ke liye khoob jaan lijiye ki ahadees par ham apne jati nazariyat nahi fit kar sakte , balki hame apne nazariyat ke tane bane bunne ke liye Quran wa Hadees Ko Insaaf ke sath samajhna jaroori hai bajaye uske ki toofan e battimizi ki jaye aur ashlaaf ke pairokaron par apne tassub aur bugz nikale jaye.
 
Top