Lambi Beemari ki Wajah se, Roza na Rakh Sake to wo kya kare ?


Lambi Beemari ki Wajah se, Roza na Rakh Sake to wo kya kare ?

بسم الله الرحمن الرحیم

Wo Har Roz "1 Miskeen" ko Khana Khilaye.

Quran:
Aur jo log Roze Rakhne ki taqat nahi rakhta ho, woh aik miskeen ko khana khila ker ( rozay ka ) fidya ada kerden.
[Surah al-Baqarah(2); Ayat-184]

Ata' Rahimahullah farmate hain:
Maine Ibn Abbas RadhiAllahu Anhuma ko yun padhte suna:
aur woh log jinhein Roze rakhne mein shakt mushaqqat hoti hai woh ek miskeen ko bataur fidya khana khilayein
[Sahi Bukhari:-4505]

Ek sath Tamam Rozo ka Fidya bhi diya Ja Sakta hai.
(Matlab 1 sath 29 ya 30 Miskeen ko Khana bhi khilaya Ja Sakta hai, Aakhri Ramzan ke din)
(Daraqutnee)
[Irwa ul-Ghaleel Jild 4 Safa 21 tahat raqam 912]
 
Top