Zakat se qarz adaa ker sakte hain ?

Rehan

New member
Assalamu Alaikum,

Mera Sawal hai ki mai aur mere dost ne milkr 3 sal pehle ek business shuru kiye aur wo business buri tarah flop ho gya aur market ki karazdari hogyi fir mainey wo business bund kr diya badi mushkil se market ke kuch qarzo ko adda ker paya aur finally business ko chor hi diya....fir mainey akeley hi ek aur trading ka business shuru kiya aur allah k fazal wa karam se ussey zarurat var ki kamayi hojati hai........aur alhamdolillah mai abb zakat nikal raha hu......toh mera sawal ye hai ki mere pehle business ki qarzdari aaj bhi hai toh kya mai abb jo zakat nikal raha hu uss paisey se purani business ki qarz ki adayegi kr sakta hu ?
 
Umar Asari

Administrator
Staff member

وعلیکم السلام ورحمۃ اللہ وبرکاتہ​
Aap apni kamaayi ka hissa kiun nahi apne qarz ki adaigi mein lagaate hain? Jo aap ki kamaayi hai usi se apna qarz ada karen. Us ke baad hisaab lagaayen. Agar zakat farz ho rahi ho to zakat ada karen.
Wallahu Alam
 
Top